Jashan ka manzar tha naat lyrics Hindi
जश्न का मन्ज़र था माहौल सुहाना था
अर्श ना क्यूँ सजता सरकार ने आना था
Jashan ka manzar tha maahol suhana tha
Arsh na kyun sajta sarkar ne aana tha
फ़र्श पे नग़मे थे आक़ा की रिसालत के
अर्श पे चर्चे थे आक़ा की अज़मत के
Farsh pe naghme the aaqa ki risalat ke
Arsh pe charche the aaqa ki azmat ke
हूरों के लब पर खुशियों का तराना था
अर्श ना क्यूँ सजता सरकार ने आना था
Huron ke labon par khushiyon ka tarana tha
Arsh na kyun sajta sarkar ne aana tha
रुत बदल जाए रात सवर जाए
हुक्म ख़ुदा का हुआ वक़्त ठहर जाए
Rut badal jaye raat sawar jaaye
Hukm khud ka hua waqt thahar jaye
रुक गया फ़ौरन जो गर्दिश में ज़माना था
अर्श ना क्यूँ सजता सरकार ने आना था
Ruk gaya fouran jo gardish me zamana tha
Arsh na kyun sajta sarkar ne aana tha
मस्जिद ए अक़्सा में क्या मन्ज़र थे प्यारे
पीछे क़तारों में हाज़िर थे नबी सारे
Masjid e aqsa me kya manzar the pyare
Peechhe qataron me hazir the nabi sarey
आगे मुसल्ले पर सुल्तान ए ज़माना था
अर्श ना क्यूँ सजता सरकार ने आना था
Aage musalle par sultan e zamana tha
Arsh na kyun sajta sarkar ne aana tha
मन्ज़िल ए सिदरा पर जिब्रील ने अर्ज़ किया
शाहे दो आलम मैं आगे नहीं चल सकता
Manzil e sidra par jibreel ne arz kiya
Shaahe do aalam main aage nahin chal sakta
ये ही हद मेरी, यही मेरा ठिकाना था
अर्श ना क्यूँ सजता सरकार ने आना था
Ye hi had meri, yehi mera thikana tha
Arsh na kyun sajta sarkar ne aana tha
नूर में फारूक़ी डूबा ये जहां होगा
वक़्त वो क्या होगा, कैसा वो समा होगा
Noot me farooqi dooba ye jahan hoga
Waqt wo kya hoga kaisa wo sama hoga
मसनद-ए-अर्श पे जब हसनैन का नाना था
अर्श ना क्यूँ सजता सरकार ने आना था
Masnad e aarsh pe jab hasnain ka nana tha
Arsh na kyun sajta sarkar ne aana tha
जश्न का मन्ज़र था माहौल सुहाना था
अर्श ना क्यूँ सजता सरकार ने आना था
Jashan ka manzar tha maahol suhana tha
Arsh na kyun sajta sarkar ne aana tha
Naat Khwan: Talha Qadri
Related Post:
- Paai Shabe barat ye Qismat Baat Hai Lyrics
- Mujhe khudaya muaf kar de lyrics
- Noori mahfil pe chadar tani noor ki lyrics
- Aaj hi apne rab ko mana lo lyrics
- Aaj ki raat maula hamen bakhsh de lyrics
- Rahmat O Noor Ki Brasat Shabe Barat Ki Raat
- Ik shabe taar hai naat lyrics-इक शबे तार है
Shabe barat best naat sharif in hindi and english
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
Qawwali
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|