Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye Lyrics | Farhan Ali Waris 

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye Lyrics | Farhan Ali Waris

 

Farshe Zamin Ta Arshe Wariñ Ek Noor Hai

Aisa Hasiñ Nazara Ke Hairan Toor Hai

Rahmat Baras Rahi Hai Zamane Me har Taraf

Parwar Digar Aaj Ye Kiska Zahoor Hai

 

Ho Mubarak Ho Mubarak 13 Rajab Mubarak

Ho Mubarak Ho Mubarak 13 Rajab Mubarak

 

Kabay Me Haider Ki Aamad

Marhaba Marhaba

Fathe Khaibar Ki Aamad

Marhaba Marhaba

Aamad Hai Sarwar Ki Aamad

Marhaba Marhaba

Zehra Ke Shauhar Ki Amad

Marhaba Marhaba

 

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

Allah Ke Wali Mere Sarkar Aa gaye

 

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

 

Bint e Asad Ke Laal Ko Lene Khushi Khushi

Faila Ke Jholi Ahamad e Mukhtar Aa Gaye

 

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

 

Kon Aa Gaya Ke Ashqoñ Ka Mausam Badal Gaya

Khushiyañ Manane Shah Ke Azadar Aa gaye

 

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

 

Kabay Me Haider Ki Marhaba Marhaba

Fathe Khaibar Ki Aamad Marhaba Marhaba

 

Ho Mubarak Ho Mubarak 13 Rajab Mubarak

Ho Mubarak Ho Mubarak 13 Rajab Mubarak

 

Kabay Me Raunaq Aayi

Duniya Jag Magayi Hai

Jashn Manane Ayi

Saari Ye Khudayi Hai

Khushiyon Ka Rang Chadha Hai

Jag Sara Jhoom Raha Hai

Haq Maula Haider Maula

Saath Zawañ Ke Dil Ye Bola

 

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

 

Naare Lagao Jhoom Ke Bolo Ali Ali

Maulayiyoñ Ke Sayed o Sardar Aa gaye

 

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

 

Unka Jalaal Dekh Ke Tharra Rahi Thi Maut

Mesum Qasida Padhne Sardar Aa gaye

 

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

 

Ho Mubarak Ho Mubarak 13 Rajab Mubarak

Ho Mubarak Ho Mubarak 13 Rajab Mubarak

 

Kabay Me Haider Ki Aamad Marhaba

Fathe Khaibar Ki Aamad Marhaba

 

Karte huye Ali Ki Shuja’at Ka Ahtraam

Jibreel Leke Arsh Se Talwar Aa Gaye

 

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

 

Kaabe Me Dar Bana To Ye Diwaar Ne Kaha

Farsh e Zamin Pe Aasman Bardar Aa Gaye

 

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

 

Ho Mubarak Ho Mubarak 13 Rajab Mubarak

Ho Mubarak Ho Mubarak 13 Rajab Mubarak

 

Kabay Me Haider Ki Aamad

Marhaba Marhaba

Fathe Khaibar Ki Aamad

Marhaba Marhaba

 

Kaabe Ka Darr Ye Bola

Baab e Khaibar Ye Bola

Rabbe Anwar Ye Bola

Bu Zar Bola, Qambar Bola

 

Sab Pukar Ali Dil Ka Qarar Ali

Seene Me Dil, Dil Me Dhadkan

Dhadkan Pukare

 

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

 

Jyun Hi Suna Ke Malik e Jannat Ka Jashn Hai

Sab Jannat o Jina Kharidar Aa Gaye

 

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

 

Nabiyon Ne Unko Dekha To Uth Kar Kiya Salam

Mahshar Me Jab Hussain Ke Zawwar Aa gaye

 

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

 

Ho Mubarak Ho Mubarak 13 Rajab Mubarak

Ho Mubarak Ho Mubarak 13 Rajab Mubarak

 

Kabay Me Haider Ki Aamad

Marhaba Marhaba

Fathe Khaibar Ki Aamad

Marhaba Marhaba

 

Kahte Hain Log Gauhar o Farhan Ke Liye

Midhat Ki Sar Zamin Ke Zamidar Aa Gaye

 

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

Kabay Me Aaj Haider e Karrar Aa Gaye

 

Ho Mubarak Ho Mubarak 13 Rajab Mubarak

Ho Mubarak Ho Mubarak 13 Rajab Mubarak

 

Kabay Me Haider Ki Aamad Marhaba

Fathe Khaibar Ki Aamad Marhaba

 

Aamad Hai Sarwar Ki Aamad

Marhaba Marhaba

Zehra Ke Shauhar Ki Amad

Marhaba Marhaba

 

Our Pages


Manqabat Shahidan e Karbala Nohey Lyrics 

Manqabat Imam Hussain As Lyrics

Manqabat Bibi Sakina Sa Lyrics 

Manqabat Bibi Fatima Sa Lyrics 

Manqabat Mola Abbas As Lyrics 

 

Noha Khwan

Farhan Ali Waris

Mesum Abbas

Mir Hasan Mir 

Nadeem Sarwar