Mere Ameer E Ahle Sunnat Lyrics – Hasnain Attari

Mere Ameer E Ahle Sunnat Lyrics – Hasnain Attari

 

Mere Ameer E Ahle Sunnat

Mere Ameer E Ahle Sunnat

 

Mera Peer Bada Lajpal Mera Peer Hai Attar

Mera Peer Bada Lajpal Mera Peer Hai Attar

 

Nisbat Ne Diya Hai Rang E Raza

Attar Piya, Attar Piya

Ulma Ke Dilon Me Payi Jagah

Attar Piya, Attar Piya

Aur Ishq Sahaba Ka Bhi Diya

Attar Piya, Attar Piya

Kya Shaan Tumhari Hai Wallah!

Attar Piya, Attar Piya

 

Hai Fazl Khuda Ka Sham O Sahar

Attar Hamara Murshid Hai

Hai Naaz Hamen Bhi Qismat Par

Attar Hamara Murshid Hai

 

Kya Nisbat Aisi Di Pyari

Har Bachcha Hamara Attari

Bas Ek Sada Hai Ye Ghar-Ghar

Attar Hamara Murshid Hai

Hai Fazl Khuda Ka Sham O Sahar

Attar Hamara Murshid Hai

Hai Naaz Hamen Bhi Qismat Par

Attar Hamara Murshid Hai

 

Deedar Tumhara Jab Payen Allah

Hamen Yaad Aa Jaye

Hai Rab Ka Wali Noori Paikar

Attar Hamara Murshid Hai

 

Hai Fazl Khuda Ka Sham O Sahar

Attar Hamara Murshid Hai

Hai Naaz Hamen Bhi Qismat Par

Attar Hamara Murshid Hai

 

Yun Faiz-E-Madina Aam Kiya

Har Chaeez Ko Madni Naam Diya

Kya Khoob Mila Nisbat Ka Asar

Attar Hamara  Murshid Hai

 

Hai Fazl Khuda Ka Sham O Sahar

Attar Hamara Murshid Hai

Hai Naaz Hamen Bhi Qismat Par

Attar Hamara Murshid Hai

 

Nisbat Ne Diya Hai Rang E Raza

Attar Piya, Attar Piya

Ulma Ke Dilon Me Payi Jagah

Attar Piya, Attar Piya

Aur Ishq Sahaba Ka Bhi Diya

Attar Piya, Attar Piya

Kya Shaan Tumhari Hai Wallah!

Attar Piya, Attar Piya

 

Muskan Bhi Teri Pyaari Hai

Har Ek Ada Bhi Niyari Hai

Jo Dekhe Yehi Bole Aksar

Attar Hamara Murshid Hai

 

Hai Fazl Khuda Ka Sham O Sahar

Attar Hamara Murshid Hai

Hai Naaz Hamen Bhi Qismat Par

Attar Hamara Murshid Hai

 

Har Ek Sahabi Jannat Ke Haqdaar

-Ye Nara Ham Ko Diya

Phir Kyun Na Kahen Ham Badh Chadhkar

-Attar Hamara Murshid Hai

 

Hai Fazl Khuda Ka Sham O Sahar

Attar Hamara Murshid Hai

Hai Naaz Hamen Bhi Qismat Par

Attar Hamara Murshid Hai

 

Bekhud Hai Ye Fazle Rahmani

Murshid Bhi Mila Hai Laasaani

Kahte Hain Karoron Dil Milkar

Attar Hamara Murshid Hai

 

Hai Fazl Khuda Ka Sham O Sahar

Attar Hamara Murshid Hai

Hai Naaz Hamen Bhi Qismat Par

Attar Hamara Murshid Hai

 

Nisbat Ne Diya Hai Rang E Raza

Attar Piya, Attar Piya

Ulma Ke Dilon Me Payi Jagah

Attar Piya, Attar Piya

Aur Ishq Sahaba Ka Bhi Diya

Attar Piya, Attar Piya

Kya Shaan Tumhari Hai Wallah!

Attar Piya, Attar Piya

 

Hai Fazl Khuda Ka Sham O Sahar

Attar Hamara Murshid Hai

Hai Naaz Hamen Bhi Qismat Par

Attar Hamara Murshid Hai


Our Pages


Naat-E-Paak         

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Naat Khwan:

         Qawwali         

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *