Shore mahe nou sun kar tujh tak mai dawa(n) aaya
शोरे महे नौ सुन कर तुझ तक मैं दवां आया
Shayar: Ala Hazrat | Naat e Paak
Naat Khwan: Abdul Habeeb Attari, Owais Raza Qadri, Muhammad Rafiq Qibla, Rashid Ali Attari, Muhammad Asif Attari,
Hadaaiqe Bakhshish 1
शोरे महे नौ सुन कर तुझ तक मैं दवां आया
साक़ी मैं तेरे सदक़े मै दे र-मज़ां आया
Shore mahe nou sun kar tujh tak mai dawa(n) aaya
Saaqi mein tere sadqe mai de ramza(n)aaya
इस गुल के सिवा हर फूल बा गोशे गिरां आया
देखे ही गी ऐ बुलबुल जब वक़्ते फ़ुग़ां आया
Is gul ke siba har phool ba goshe gira(n) aaya
Dekhe hi gi ae bulbul jab waqte fuga(n) aaya
जब बामे तजल्ली पर वोह नय्यरे जां आया
सर था जो गिरा झुक कर दिल था जो तपां आया
Jab baame tajlli par woh nayyare jaa(n) aaya
Sar tha jo gira jhuk kar dil tha jo tapa aaya
जन्नत को ह़रम समझा आते तो यहां आया
अब तक के हर इक का मुंह कहता हूं कहां आया
Jannat ko haram samjha aate yha aaya
Ab tak ke har ik ka muh kahta hun yha aaya
त़ैबा के सिवा सब बाग़ पामाले फ़ना होंगे
देखोगे चमन वालो ! जब अ़हदे ख़ज़ां आया
Tayba ke siwa sub baag pamaalay fana honge
Dekhoge chaman walo! Jab adhe khaza(n) aaya
सर और वोह संगे दर आंख और वोह बज़्मे नूर
सालिक़ को वत़न का ध्यान आया तो कहां आया
Sar aur woh sange dar aankh aur woh bazme noor
Saaliq ko watan ka dhyaan aaya to kaha aaya
कुछ नात के त़ब्क़े का अ़ालम ही निराला है
सक्ते में पड़ी है अ़क़्ल चक्कर में गुमां आया
Kuchh naat ke tabqe ka Aalam hi nirala hai
Saktey me padi hai aql chakkar me guma(n) aaya
जलती थी ज़मीं कैसी थी धूप कड़ी कैसी
लो वोह क़दे बे साया अब साया कुनां आया
Jalti thi zami kaisi thi dhoop kadi kaisi
Lo woh qade be saya ab saya kuna aaya
त़ैबा से हम आते हैं कहिये तो जिनां वालों
क्या देख के जीता है जो वां से यहां आया
Tayba se hum aate hein kahiye to jina(n) waalo
Kya dekh ke jeeta hai jo wa(n) se yha aaya
ले त़ौक़े अमल से अब आज़ाद हो ऐ क़ुमरी
चिठ्ठी लिये बख़्शिश की वोह सर्रे रवां आया
Le tauque amal se ab aazad ho ae kumri
Chitthi liye bakhshish ki woh sarre rawa(n) aaya
बदकार रज़ा ख़ुश हो बद काम भले होंगे
वोह अच्छे मियां प्यारा अच्छों का मियां आया
Badakaar raza khush ho bad kaam bhaley hongey
Woh achche miyan pyara accho(n) miyan aaya
नामे से रज़ा के अब मिट जाओ बुरे कामों
देखो मेरे पल्ले पर वोह अच्छे मियां आया
Naame se raza ke ab mit jaao bure kaamo
Dekho mara pallay par woh achhe miyan aaya
Hindi english naat lyrics
Hindi english naat lyrics
| Naat-E-Paak | Ajmal Sultanpuri | | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan | Khalid Mahmud Khalid |
| Qawwali | Sabri Brothers || Rahat Fateh Ali Khan |
| Sufi Song | Khailash Kher |