Ban Gayi Baat Unka Karam Ho Gaya Lyrics

Ban Gayi Baat Unka Karam Ho Gaya Qawwali By Sabri Brothers

Qawwal: Maqbool Sabri/Sabri Brothers
Lyricist: NIYAZI
Album: Sufiyana Safar

Qawwali Suniye

Sabri Brothers
Ban Gayi Baat Unka Karam Ho gaya

हिंदी लिरिक्स के लिए यहां टच कीजिए


Nabi ke ishq ne jis ko haseeñ banaya hai
Wohi Fareed wohi Khawaja ban ke aya hai 
Jahañ kahiñ bhi qadam mera dagmagaya hai.
Sahara dene karam aap hee ka aya hai

 

Ban gayi baat unka karam ho gaya

Ban gayi baat unka karam ho gaya
Shaakhe nakhle tamanna hari ho gayi
Ban gayi baat un ka karam ho gaya
Shakh nakhle tamanna hari ho gayi

Ban gai bat
mere ban gai bat
mere ban gai bat
mere ban gai bat
mere ban gai bat..

 

Jab mauj pe ayiñ wo lahreñ qatre ko samandr, kar dala
Ye un ki reet puraani hai jise khali dekha, bhar daala
Mere kaali kamli wale ne kya kya na jahan meñ kar dala.
Ye dein hai mere aqa ki, mangtoñ ko tawañgar kar dala.

 

Ban gai bat
ho.. ban gai bat
meri ban gai bat
Ban gayi baat unka karam ho gya
Ban gai bat un ka karam ho gya
Shakh-e-nakhle tamanna hari ho gayi
Shakh-e-nakhle tamanna hari ho gayi

Aa ..
Ban gai bat… un ka karam ho gaya
Shakh-e-nakhle tamanna hari ho gayi

Mere lab par, madine ka naam agaya.
Mere lab par, madine ka naam agaya.
Baithe baithe meri haazri ho gayi
Baithe baithe meri haazri ho gayi

Mere lab par madine ka naam agaya.
Baithe baithe meri hazri ho gayi

Ban gai bat un ka karam… ho gaya

 

Jab maiñ pahuñcha dare shahe laulaak par.
Jab maiñ pahuñcha dare shahe laulaak par.
Jhuk gaya khud ba-khud un ki chaukhat pe sar
Jhuk gaya khud ba-khud un ki chaukhat pe sar
Jhuk gaya khud ba-khud un ki chaukhat pe sar

 

Aaa …
Jab maiñ poñhcha dare shahe laulaak par
Jhuk gaya… khud ba khud un ki chaukhat pe sar

Ghaib se aayi awaz o be khabar
Ghaib se aayi awaz o be khabar .
Jaa teri khoti qismat, kharee ho gayi

Ghaib se aayi awaz o o be khabar .
jaa teri khoti qismat kharee ho gayi …

Ban gai bat un ka karam.. ho gaya

 

Jhoke thandi hawaoñ ke aane lage
Jhoke thandi hawaon ke aane lage
Log ankhoñ pe apni bithane lage
Log ankhoñ pe apni bithane lage
Log ankhoñ pe apni bithane lage

 

Aaa ..
Jhoke thandi hawaoñ ke aane lage
Log ankhoñ pe apni bithane lage

Meri jis din se aye tajdar e haram
Meri jis din se ae tajdar e haram.
Dostoñ se tere dosti ho gayi

Meri jis din se ae tajdar e haram.
Dostoñ se tere dosti ho gayi …

Ban gayi baat unka karam… ho gaya

 

Mujhpe kitna NIYAZI karam ho gaya
Mujhpe kitna NIYAZI karam ho gaya
Log kehne lage panjatan ka gada
Log kehne lage panjatan ka gada
Log kehne lage panjatan ka gada

 

Aaaa…
Mujhpe kitna NIYAZI karam ho gaya
Log kehne lage panjatan ka gada

Is gharane ka jab se maiñ naukar huaa
Is gharane ka jab se maiñ naukar huaa.
Sub se achchhi meri naukri ho gayi …

Is gharane ka jab se main naukar huaa.
Is gharane ka jab se maiñ naukar huaa.
Sub se achchhi mere naukri ho gayi …

 

Aaa…
Is gharane ka jab se may naukar huaa.
Sub se achi mere naukri ho gayi …
naukri ho gayi …
naukri ho gayi …
naukri ho gayi …


Hindi And English lyrics

Qawwali |

Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hasan |

Naat-E-Paak|

Khalid Mahmud ‘Khalid’ Ajmal Sultanpuri Naat  | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *