Saaf Likha Hua Hai Ye Qur’aan Meiñ Lyrics

Saaf likha hua hai ye qur’aan meiñ Lyrics Hindi

साफ़ लिखा हुआ है ये क़ुरआन में

 

Nazaare Gulshan e Jannat Ke raas aayenge
Farishte raah me apni nazar bichhayenge

 

Namaz o roza taraveeh fitra aur zaqat
ba roze hashr yahi tumko bakhwayenge

 

Saaf likha hua hai ye qur’aan meiñ
Aur pyare nabi ka ye farman hai
Is Mahine Ka har pal khuda ki qasam
Rooh e eeman hai jaane eeman hai.

 

Jisne ki farzo sunnat nawafil ada
Jo hai shaida namaze taraveeh ka
Jisne is Maah ke poore roze rakhe
Uspe rahmat khuda ku Meherban Hai.

 

Ye Muhammad ﷺ ka farman hai bakhuda
Ehtram is mahine ka jisne kiye
Qabr se hashr tak hashr se khuld tak
Us musalman ki raah aasan hai.

 

Uth rahe hain jo fitne to uthne bhi to
Waqt ko apni nazreñ badalne bhi do
Chal raha hai jo Islam ki raah me
Us musafir ka Allah nigehban hai.

 

Dil me yaade nabi lab pe Zikr-e-Khuda
Aur Mubarak mahina wo ramzan ka
Sar ho sajde me aur maut aaye use
Har musalman ka bas ye Arman Hai.

 

Saaf likha hua hai ye qur’aan meiñ
Aur pyare nabi ka ye farman hai


साफ़ लिखा हुआ है ये क़ुरआन में

नज़ारे गुलशन-ए-जन्नत के रास आयेंगे
फ़रिश्ते राह में अपनी नज़र बिछायेंगे

 

नमाज़-ओ-रोज़ा तरावीह फ़ित्रा और ज़क़ात
ब-रोज़े हश्र यही तुम को बख्शवाएंगे

 

साफ़ लिखा हुआ है ये क़ुरआन में
और प्यारे नबी का ये फ़रमान है
इस महीने का हर पल ख़ुदा की क़सम
रूह-ए-ईमान है जाने ईमान है

 

जिसने की फ़र्ज़ सुन्नत नवाफ़िल अदा
जो है शैदा नमाज़े तराहवीह का
जिसने इस माह के पूरे रोज़े रखे
उस पे रह़मत ख़ुदा को मेहरबान है

 

ये मुह़म्मद ﷺ का फ़रमान है बाख़ुदा
एहतराम इस महीने का जिसने किया
क़ब्र सज हशर् तक हश्र से खुल्द तक
उस मुसलमान की राह आसान है

 

उठ रहे हैं जो फ़ितने तो उठने भी दो
वक़्त को अपनी नज़रें बदलने भी दो
चल रहा है जो इस्लाम की राह में
उस मुसाफ़िर का अल्लाह निगेहबान है

 

दिल में यादे नबी लब पे ज़िक्रे ख़ुदा
और मुबारक महीना है रमज़ान का
सर हो सजदे में और मौत आए उसे
हर मुसलमान का बस ये अरमान है

 

साफ़ लिखा हुआ है ये क़ुरआन में
और प्यारे नबी का ये फ़रमान है


Our Pages


Naat-E-Paak         

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Naat Khwan:

         Qawwali         

Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *