Mah-e-Ramzan Lyrics Danish F Dar | Dawar Farooq

Mah-e-Ramzan Lyrics Danish F Dar | Dawar Farooq

 

Le ke rahmat
le ke barkat
aaya hai mahe ramzan

Khush-qismati hai ham sabhi ne
paaya hai Mahe ramzan

 

Le ke rahmat
le ke barkat
aaya hai mahe ramzan

Khush-qismati hai ham sabhi ne
paaya hai Mahe ramzan

 

Rahmaten har soo chhayi hui hain
Bakhshish ki ghadiyan aayi hui hain
Mauqa hai raazi kar lo khuda ko
Qaid hai shaitan ….

aao gunahon se tauba karen
aaya hai mahe ramzan !!
Raazi ham apne khuda ko karen
Ruswa karen shaitan !!

 

Isi mahine mere nabi par
utra hai rab ka kalam !!
Paak nabi par aur unki aal par
lakhon karoron salam !!

Isi mahine mere nabi par
utra hai rab ka kalam !!
Paak nabi par aur unki aal par
lakhon karoron salam !!

 

Isi mahine me jeeta badr bhi
Makka me dakhil bhi huye nabi
Kaisa junoon hai dil me sukoon hai
Aaya hai pyara mehman

 

aao gunahon se tauba karen
aaya hai mahe ramzan !!
Raazi ham apne khuda ko karen
Ruswa karen shaitan !!

 

aao gunahon se tauba karen
aaya hai mahe ramzan !!
Raazi ham apne khuda ko karen
Ruswa karen shaitan !!

 

Singer: Danish F Dar
               Dawar Farooq

Best Naat 2022 Ramzan
Nasheed Lyrics 2022
Special kalam Of Ramzan

Mah-e-Ramzan Lyrics Danish f dar


Our Pages


Naat-E-Paak         

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Naat Khwan:

         Qawwali         

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *