Dilon Pe Naqsh Hamare Hai Karbala e Hussain
Karbala e Hussain
Karbala e Hussain
Rasm e Ushhaq Yehi Ke Wafa Karte Hain
Yaani Har Haal Me Haq Apna Ada Karte Hain
Hausla Hazrat e Shabbir Ka Allah Allah
Sar Juda Hai Aur Shukr e Khuda Karte Hain
Diloñ Pe Naqsh Hamare Hai Karbala e Hussain
Zamana Janta Hai Ham Hain Gada e Hussain
Diloñ Pe Naqsh Hamare Hai Karbala e Hussain
Panah Kaise Milegi Hussain Ke Dushman
Kabhi bhi Uth Nahi Sakta Jise Giraye Hussain
Zamana Janta Hai Ham Bhi Hain Gada e Hussain
Diloñ Pe Naqsh Hamare Hai Karbala e Hussain
Hussain – Hussain
Hussain – Hussain
Qalam Ki Aankh Se Aansu Baha Ke Likkhe Hain
Qabool Meri Niyaz e Sukhan Baraye Hussain
Zamana Janta Hai Ham bhi Hain Gada e Hussain
Diloñ Pe Naqsh Hamare Hai Karbala e Hussain
Dar e Batool Ka Naukar Hun Bas Isi Khatir
Ke Panjtan Ki Shafa’at Mile Dua e Hussain
Zamana Janta Hai Ham Bhi Hain Gada e Hussain
Diloñ Pe Naqsh Hamare Hai Karbala e Hussain
Hai Aasman Ki Surkhi Ya Khoon e Karbobala
Falak Ne Pahni Huyi Hai Abhi Kaba e Hussain
Zamana Janta Hai Ham bhi Hain Gada e Hussain
Dilon Pe Naqsh Hamare Hai Karbala e Hussain
Yehi Hai Mera Ta’arruf Yehi Hai Meri Pahchan
Lahad Pe Likhna Nisar e Ali Fida e Hussain
Zamana Janta Hai Ham bhi Hain Gada e Hussain
Diloñ Pe Naqsh Hamare Hai Karbala e Hussain
Naat Khwan: Ghulam Mustafa Qadri
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan: