पीरों के आप पीर हैं या ग़ौस अलमदद | Peero Ke Aap Peer Hai Hindi

पीरों के आप पीर हैं या ग़ौस अलमदद हिंदी | Peeron Ke Aap Peer Hain Ya Ghaus Al-Madad Hindi Lyrics | | Manqabat Shahe Jilañ

Kalam e Akhtar Raza Khan Bareilvi


پیروں کے آپ پیر ہیں اردو

Peeron Ke Aap Peer Hain English

पीरों के आप पीर हैं या ग़ौस अलमदद

 

पीरों के आप पीर हैं या ग़ौस अलमदद
अहल ए स़फ़ा के मीर हैं या ग़ौस अल-मदद

 

रंज ओ अलम कसीर हैं या ग़ौस अल-मदद
हम आजिज़ ओ असीर हैं या ग़ौस अल-मदद

 

हम कैसे जी रहे हैं यह तुमसे क्या कहें
हम हैं अलम के तीर हैं या गौस अल मदद

 

तीर ए नज़र से फेर दो सारे आलम के तीर
क्या यह आलम के तीर है या गौस अल मदद

 

तेरे ही हाथ लाज है या पीर दस्तगीर
हम तुझसे दस्तगीर हैं या गौस अल मदद

 

किस दिल से हो बयां बेदाद ए ज़ालिमां
ज़ालिम बड़े शरीर हैं या गौस अल मदद

 

सदक़ा रसूल ए पाक का झोली में डाल दो
हम क़ादरी फ़कीर हैं या गौस अल मदद

 

दिल की सुनाए ‘अख़्तर’ दिल की ज़बान में
कहते यह बहते नीर हैं या गौस अल मदद


Urdu, Hindi And English lyrics

Naat-E-Paak|

 Khalid Mahmud ‘Khalid’ Allama Saim Chishti  | Bedam Warsi | Ajmal Sultanpuri Naat  | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan

 

Qawwali |

Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ |Nazir Ejaz Faridi |  Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hasan |


Peeron Ke Aap Peer Hai Ya Ghous al Madad Lyrics in English

 

Peeron Ke Aap Peer Hain Ya Ghaus Al-Madad
Ahl-e Safa Ke Meer Hain Ya Ghaus Al-Madad

 

Ranjo alam kaseer hain Ya Ghous Al-Madad
Ham aajizo aseer hain Ya Ghous Al-Madad

 

Ham kaise ji rahe hain ye tum se kya kaheñ
Ham hain alam ke teer hain Ya Ghaus Al-Madad

 

Teer-e Nazar se pher do saare alam ke teer
Kya ye alam ke teer hain Ya Ghaus Al-Madad

 

Tere Hi Haath Laaj Hai Ya Peer Dastgeer
Ham tujhse dastgeer hain Ya Ghaus Al-Madad

 

Kis dil se ho bayañ bedaad e zaalimañ
Zalim bade shareer hain Ya Ghaus Al-Madad

Sadqa Rasool e Paak ka jholi mein daal do
Hum Qadri faqeer hain Ya Gaus Al-Madad

 

Dil ki sunaaye ‘Akhtar’ dil ki zabaan mein
Kahte ye bahte neer hain Ya Gaus Al-Madad

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *