जिसके घर का है सारा ज़माना ग़ुलाम | Jiske Ghar Ka Sara Zamana Ghulam Lyrics

जिसके घर का है सारा ज़माना ग़ुलाम
Jiske Ghar Ka Sara Zamana Ghulam Lyrics

Poet: Sohail Kaleem Farooqi

Naat Khwan: Umair Zubair Qadri

 

जिसके घर का है सारा ज़माना ग़ुलाम
उस हुसैन इब्ने हैदर पे लाखों सलाम
सोंच की हद से आगे है जिसका मक़ाम
उस हुसैन इब्ने हैदर पर लाखों सलाम

जिसके घर का है सारा ज़माना ग़ुलाम
उस हुसैन इब्ने हैदर पे लाखों सलाम

 

जिसका नाना रसूलों का सुल्तान है
जिसका बाबा अली कुल्ले ईमान है
सारी फ़िरदौस है जिसके बच्चों के नाम
उस हुसैन इब्ने हैदर पर लाखों सलाम

जिसके घर का है सारा ज़माना ग़ुलाम
उस हुसैन इब्ने हैदर पे लाखों सलाम

 

ज़िक्र जिसका मुक़द्दस बहारों में है
नूर जिसकी नज़र का सितारों में है
चांद करता है जिसकी गली में क़याम
उस हुसैन इब्ने हैदर पर लाखों सलाम

जिसके घर का ह़ै सारा ज़माना ग़ुलाम
उस हुसैन इब्ने हैदर पे लाखों सलाम

 

जिसके दुख में हैं शामिल ज़मीनो ज़मा
याद में जिसकी रोता है सारा जहां
ज़िक्र करते हैं गदा जिसका सुब्ह-ओ-शाम
उस हुसैन इब्ने हैदर पर लाखों सलाम

जिसके घर का ह़ै सारा ज़माना ग़ुलाम
उस हुसैन इब्ने हैदर पे लाखों सलाम

 

जो शहीदों का सैइयद है, सरदार है
क़ाफ़िला-ए-सुजाअत का सालार है
जो है फारूक़ी, सब मोमिनो का इमाम
उस हुसैन इब्ने हैदर पर लाखों सलाम

जिसके घर का ह़ै सारा ज़माना ग़ुलाम
उस हुसैन इब्ने हैदर पे लाखों सलाम


Jiske Ghar Ka Hai Sara Zamana Ghulam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam
Sonch Ki Had Se Aage Hai Jiska Maqaam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam

Jiske Ghar Ka Sara Zamana Ghulam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam

 

Jiska Nana Rasoolon Ka Sultan Hai
Jiska Baba Ali Kulle Imaan Hai
Saari Firdous Hai Jiske Bachchon Ke Naam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam

Jiske Ghar Ka Sara Zamana Ghulam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam

 

Zikr Jiska Muqaddas Baharon Me Hai
Noor Jiski Nazar Ka Sitaaro.n Me Hai
Chand Karta Hai Jiski Gali Me Qayaam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam

Jiske Ghar Ka Sara Zamana Ghulam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam

 

Jiske Dukh Me Hain Shamil Zameen-o-Zama
Yaad Me Jiski Rota Hai Sara Jahan
Zikr Karte Hain Gada Jiska Sub’ho-Shaam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam

Jiske Ghar Ka Sara Zamana Ghulam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam

 

Jo Shaheedon Ka Saiyad Hai, Sardar Hai
Qafila-e-Suja’at Ka Saalaar Hai
Jo Hai Farooqi, Sab Momino Ka Imaam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam

Jiske Ghar Ka Sara Zamana Ghulam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam


Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|

 Hindi and English Lyrics

Naat-E-Paak|

Khalid Mahmud ‘Khalid’ Allama Saim Chishti  | Ajmal Sultanpuri Naat  | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan

| Qawwali |

Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hassan Akhtar

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *