चंद क़दमों से सकीना ने ये मन्ज़र देखा Noha Lyrics
Chund Qadmoñ Se Sakina Ne Ye Manzar Dekha
चंद क़दमों से सकीना ने ये मन्ज़र देखा
शिम्र का बाबा पे चलता हुआ खंजर देखा
ख़ाक पर गिरती रही बच्ची दहकते रन में
बाप की ज़ुल्फ़ों में जब दस्त ए सितमगर देखा
ज़ुल्म तो ये था क़त्ल करने से पहले उसने
मार कर बेटी को शब्बीर को हंस कर देखा
रोक ले हाथ को शायद वो ना फिर वार करे
शह की गर्दन पे गला बेटी ने रखकर देखा
पहली ज़र्बत से जो आया था शाह की शहरग पर
ज़ख़्म वो पहला सकीना के जिगर पर देखा
Related Post:
कर्बला हो गई तैयार ख़ुदा ख़ैर करे – Nadeem Sarwar
अब्बास का परचम है – Farhan Ali Waris
दरिया है हमारा – Nadeem Sarwar
मज़ार-ए-फ़ातिमा कितना उदास है – Nadeem Sarwar
जा अली असग़र जा Lyrics – Ali Shanawar
Chand Qadmoñ Se Sakina Ne Ye Manzar Dekha In English
Chund Qadmoñ Se
Sakina Ne Ye Manzar Dekha!
Shimr Ka Baba Pe
Chalta Hua Khanjar Dekha!
Khaq Par Girti Rahi Bachhi
Dahakte Run Me!
Baap Ki Zulfoñ Me Jab
Dast e Sitamgar Dekha!
Zulm To Ye Tha
Qatl Karne Se Pahle Usne!
Maar Kar Beti Ko
Shabbir Ko Hans Ke Dekha!
Rok Le Haath Ko Shayad
Wo Na Phir War Kare!
Shah Ki Gardan Pe
Gala Beti Ne Rakhkar Dekha!
Pahli Zarbat Se Jo Aaya Tha
Shah Ki Shah-Rug Par!
Zakhm Wo Pahla Sakina Ke
Jigar Par Dekha!
Poet: Mohsin Riaz Mohsin
Reciter: Kazmi Brother Gujjar Khan
Manqabat Shahidan e Karbala And Noha Lyrics
Our Pages
Naat-E-Paak
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar