Sayyado Ke Ghar Ki Baat Hai Lyrics | सय्यिदों के घर की बात है

Sayyado Ke Ghar Ki Baat Hai Lyrics | सय्यिदों के घर की बात है

 

मांगने से पहले मिल गया
सय्यिदों के घर की बात है

ये इनायत और ये अता
सय्यिदों के घर की बात है!!

 

जा-बजा यही है इक सदा
सय्यिदों के घर की बात है

बोलिए रज़ा रज़ा रज़ा
सय्यिदों के घर की बात है!!

 

जब भी कोई पूछने लगे!
मर्तबा कहां से ये मिला

तो मुस्कुरा कर बोल उठे रज़ा
सय्यिदों के घर की बात है!!

 

सिर्फ़ एक प्याला शीर था
और पिलाने वाला मीर था

हर किसी का पेट भर गया
सय्यिदों के घर की बात है!!

 

तीन रोज़ सहर के बग़ैर
रोज़ा रखने वाले कौन हैं

आके जिब्राईल ने कहा
सय्यिदों के घर की बात है!!

 

छोड़कर मैं नार की डगर
जाऊं क्यूं ना ख़ुल्द की तरफ़

हुर ने हुरमला से कह दिया
सय्यिदों के घर की बात है!!

 

Mangne Se Pahle Mil Gaya
Sayyado Ke Ghar Ki Baat Hai

Ye Inayat Aur Ye Ata
Sayyado Ke Ghar Ki Baat Hai!!

 

Ja-Baja Yehi Hai Ik Sada
Sayyado Ke Ghar Ki Baat Hai

Boliye Raza Re Raza Raza
Sayyado Ke Ghar Ki Baat Hai!!

 

Jab Bhi Koi Poochhne Lage
Martaba Kaha Se Ye Mila

To Muskura Kar Bol Uthe Raza
Sayyado Ke Ghar Ki Baat Hai!!

 

Sirf Ek Pyala Sheer Tha
Aur Pilane Wala Meer Tha

Har Kisi Ka Pet Bhar Gaya
Sayyado Ke Ghar Ki Baat Hai!!

 

Teen(3) Roz Sahar Ke Baghair
Roza Rakhne Wale Kon Hain

Aake Jibraeel Ne Kaha
Sayyado Ke Ghar Ki Baat Hai!!

 

Chhor Kar Main Naar Ki Dagar
Jaun Kyun Na Khuld Ki Taraf

Hurr Ne Hurmala Se Kah Diya
Sayyado Ke Ghar Ki Baat Hai!!

Naat Khwan: Muhammad Ali Faizi

Our Pages

Hamd-E-Baari-T’aala 

Naat-E-Paak         

Rabiul Awwal Mutalliq Kalam

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Shayar

Naat Khwan:

         Qawwali