Piya Ghause Azam Lyrics | Nisar Ahmed Marfani

Piya Ghause Azam Lyrics By Nisar Ahmed Marfani 

 

 

Ameer Ullah
Fazalullah
Amanullah
Noorullah
Qutub Ullah
Saifullah
Farmanullah
Burhanullah
Amanullah
Qudsullah
Shahidtullah

 

Piya Ghause Azam, Piya Ghause Azam
Hai Tum Pe Nichhawar, Jiya Ghause Azam.

Ya Peere Peerañ Jeelani
Ya Meere Meerañ Jilani
Ya Shaahe Jeelañ Jilani
Ya Ghause Azam Jilani

 

Piya Paas Aake, Sooratiya Dikha Ke
Gaye More Mann Maa Sama Ghause Azam

Piya Ghause Azam, Piya Ghause Azam
Hai Tum Pe Nichhawar, Jiya Ghause Azam

Karam Karam ×3
Karam Karam ×3

 

Na Ruthiyo Ji Mose, Yi Binti Hai Toh Se
Sada Mope Kijo Daya, Ghause Azam.

Piya Ghause Azam, Piya Ghause Azam
Hai Tum Pe Nichhawar, Jiya Ghause Azam

Wa Abdul Qadiril Mash’hooro Ismi
Wa Jaddi Sahibul Ainil Kamaali.

 

Jo Pakde Haiñ Baiyañ, Nibhana Bhi Saiyañ
Paduñ Tore Paiyañ, Piya Ghause Azam.

Piya Ghause Azam, Piya Ghause Azam
Hai Tum Pe Nichhawar, Jiya Ghause Azam

Meerañ Meerañ Meerañ Meerañ
Meerañ Meerañ Meerañ

 

Na Bandhan Ye Toote Na Saath Ab Ye Chhoote
Mori Laaj Rakhiyo Sada Ghause Azam.

Piya Ghause Azam, Piya Ghause Azam
Hai Tum Par Nichhawar, Jiya Ghause Azam

Ameerullah
Fazalullah
Amanullah
Noorullah
Qutubullah
Saifullah
Farmanullah
Burhanullah
Amanullah
Qudsullah
Shahidtullah

 

Hai Laagi Najariya Jo Toh Se Sañwariya
Na Laage Kahiñ Ab Jiya Ghause Azam.

Piya Ghause Azam, Piya Ghause Azam
Hai Tum Pe Nichhawar, Jiya Ghause Azam

Karam Karam ×3
Karam Karam ×3

 

Mori Tooti Naiya Ke Tum Ho Khiwaiya
Chalegi Na Tumre Bina Ghause Azam.

Piya Ghause Azam, Piya Ghause Azam
Hai Tum Par Nichhawar, Jiya Ghause Azam

Wa Abdul Qadiril Mash’hooro Ismi
Wa Jaddi Sahibul Ainil Kamaali.

 

Tumhare Hi Charnan Maa Beete Yi Jiwan
Nizami Ki Hai Iltija Ghause Azam

Piya Ghause Azam, Piya Ghause Azam
Hai Tum Pe Nichhawar, Jiya Ghause Azam

Ya Peere Peerañ Jeelani
Ya Meere Meerañ Jilani
Ya Shahe Jeelañ Jilani
Ya Ghause Azam Jilani

 

Lyrics: Sayed Nizam Ashraf Ashrafi
Recited by: Dr Nisar Marfani

Piya Ghause Azam Lyrics

Our Pages

Hamd-E-Baari-T’aala 

Naat-E-Paak         

Rabiul Awwal Mutalliq Kalam

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Shayar

Naat Khwan:

         Qawwali