Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Sayeda Areeba Fatima

हिन्दी के लिए नीचे स्क्राल करें

 

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne

Hamen Apna Banaya Hai Ali Ne

 

Wo Tatheerein Wo Izzat Betiyon Ki

Bachana Khud Sikhaya Hai Ali

 

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne ..

 

Mitegi Mustafa Ki Nasl Kaise

Ke Jab Shajra Chalaya Hai Ali Ne

 

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne ..

 

Ya Ali Moula Ya Haider – Ya Ali Moula Ya Haider

Ya Ali Moula Ya Haider – Ya Ali Moula Ya Haider

 

Ali Ke Naam Par Ham Kyun Mare Na

Hamen Jeena Sikhaya Hai Ali Ne

 

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne ..

 

Ghamon Ne Jab Bhi Aa Ke Mujhko Ghera

Mujhe Aa Kar Bachaya Hai Ali Ne

 

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne ..

 

Ya Ali Moula Ya Haider – Ya Ali Moula Ya Haider

Ya Ali Moula Ya Haider – Ya Ali Moula Ya Haider

 

Tum Itne Bughz Me Haider Ki Kyun Ho

Tumhara Kya Bighada Hai Ali Ne

 

Nasibon Ko Jagaya Hai Ali Ne ..

 

Wo Jis Parde Se Ghayab Kibriya Hai

Use Dulhan Banaya Hai Ali Ne

 

Nasibon Ko Jagaya Hai Ali Ne ..

 

Ya Ali Moula Ya Haider – Ya Ali Moula Ya Haider

Ya Ali Moula Ya Haider – Ya Ali Moula Ya Haider

 

Voice: Sayeda Areeba Fatima

Related Post :


Nasibon Ko Jagaya Hai Ali Ne Lyrics Hindi


नसीबों को जगाया है अली ने

हमें अपना बनाया है अली ने

 

वो ततहीरें वो इज़्ज़त बेटियों की

बचाना खुद सिखाया है अली ने

 

नसीबों को जगाया है अली ने ..

 

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne

मिटेगी मुस्तफ़ा की नस्ल कैसे

के जब शजरा चलाया है अली ने

नसीबों को जगाया है अली ने ..

 

या अली मौला या हैदर – या अली मौला या हैदर

या अली मौला या हैदर – या अली मौला या हैदर

अली के नाम पर हम क्यूं मरे ना

हमें जीना सिखाया है अली ने

 

नसीबों को जगाया है अली ने ..

 

ग़मों ने जब भी मुझको आके घेरा

मुझे आकर बचाया है अली ने

 

नसीबों को जगाया है अली ने ..

 

या अली मौला या हैदर – या अली मौला या हैदर

या अली मौला या हैदर – या अली मौला या हैदर

 

तुम इतने बुग़्ज़ में हैदर की क्यूँ हो

तुम्हारा क्या बिगाड़ा है अली ने

 

नसीबों को जगाया है अली ने ..

 

वो जिस पर्दे से ग़ायब किब्रिया है

उसे दुल्हन बनाया है अली ने

 

नसीबों को जगाया है अली ने ..

 

या अली मौला या हैदर – या अली मौला या हैदर

या अली मौला या हैदर – या अली मौला या हैदर


Our Pages

Ramzan Mutalliq Kalam

Hamd-E-Baari-T’aala 

Naat-E-Paak         

Rabiul Awwal Mutalliq Kalam

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Shayar

Naat Khwan:

         Qawwali         

 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *