Mujhko Ramzan Se Mohabbat Hai Lyrics

Mujhko Ramzan Se Mohabbat Hai Lyrics

Marhaba Ramzanul Karim
Marhaba Ramzanul Karim

Ramzan Ramzan Ramzan
Ramzan Ramzan Ramzan

Mere Rab Ki Ye Khaas Rahmat
Mustafa Ki Badi Inayat Hai
Ghaus-o-Ahmad Raza Ki Barkat Hai
Mujhko Ramzan Se Mohabbat Hai

Ramzan Ramzan ×6
Ramzanul Karim

Mahe Ramzañ Se Jisko Ulfat Hai
Qaabil-e-Rashk Uski Qismat Hai
Beshak Us Par Khuda Ki Rahmat hai
Qabr-o-Mahshar  Me Wo Salamat Hai

Mere Rab Ki Ye Khaas Rahmat
Mustafa Ki Badi Inayat Hai
Ghaus-o-Ahmad Raza Ki Barkat Hai
Mujhko Ramzañ Se Mohabbat Hai

Ramzan Ramzan ×6
Ramzanul Karim

Mah-e Ramzañ Jahayn Me Fir Aaya
Maghfirat Ka Payam Hai Laya
Rahmat-e-Haq Ka Wo Qayaas Aaya
Lahja Lahja Nujool e Rahmat Hai

Mere Rab Ki Ye Khaas Rahmat
Mustafa Ki Badi Inayat Hai
Ghaus-o-Ahmad Raza Ki Barkat Hai
Mujhko Ramzan Se Mohabbat Hai

Ramzan Ramzan ×6
Ramzanul Karim

Khoob Rounaq Hai Mah-e Ghufrañ Ki
Kaisi Barkat Hai Mah-e Qur’aañ Ki
Wah Kya Baat Mah-e Ramzañ Ki
Kya He Ramzañ Ki Shaan o Shauqat

Mere Rab Ki Ye Khaas Rahmat
Mustafa Ki Badi Inayat Hai
Ghaus-o-Ahmad Raza Ki Barkat Hai
Mujhko Ramzan Se Mohabbat Hai

Ramzan Ramzan ×6
Ramzanul Karim

Pahla Ashra Hai Khaas Rahmat Ka
Doosra Maghfirat Ka Hai Ashra
Teesre Me Milegi Aazadi
Naare Se Usko, Jispe Rahmat Hai

Mere Rab Ki Ye Khaas Rahmat
Mustafa Ki Badi Inayat Hai
Ghaus-o-Ahmad Raza Ki Barkat Hai
Mujhko Ramzan Se Mohabbat Hai

Ramzan Ramzan ×6
Ramzanul Karim

Mah-e Ramzan Aaya hai
Rab Ki Rahmat Laya
Sahri Aur Iftaar Ki
Rounaqein Bhi Laya Hai

Masjideiñ Ho Gayi Hain Fir Aabad
Badh Gayi Nekiyoñ Ki Hai Tadaad
Sard Wadiyoñ Ka Ho Gaya Bazar
Badh Gaya Jazwa e Ibadat Hai

Mere Rab Ki Ye Khaas Rahmat
Mustafa Ki Badi Inayat Hai
Ghaus-o-Ahmad Raza Ki Barkat Hai
Mujhko Ramzan Se Mohabbat Hai

Ramzan Ramzan ×6
Ramzanul Karim

Wah Sahri Kya Bahareiñ hain
Khoob Iftaar Ke Nazare Haiñ
Rozadaroñ Ke Ware Niyare Haiñ
Kya Tarabeeh He Ki Bhi Lazzat Hai

Mere Rab Ki Ye Khaas Rahmat
Mustafa Ki Badi Inayat Hai
Ghaus-o-Ahmad Raza Ki Barkat Hai
Mujhko Ramzan Se Mohabbat Hai

Ramzan Ramzan ×6
Ramzanul Karim

 

Malike Do Jahan Paye Jana
Tu Bana Isko Aasiqe Ramzañ
Mahe Ramzañ Ke Ishq Me Tadpe
Arz-e-Attar Rabbe Izzat Hai

Mere Rab Ki Ye Khaas Rahmat
Mustafa Ki Badi Inayat Hai
Ghaus-o-Ahmad Raza Ki Barkat Hai
Mujhko Ramzan Se Mohabbat Hai

Ramzan Ramzan ×6
Ramzanul Karim

 

Naat Khwan: Hasnain Raza Attari
Shayar: Muhammad Ilyas Attar

 

Our Pages

Ramzan Mutalliq More Kalam

Hamd-E-Baari-T’aala 

Naat-E-Paak         

Rabiul Awwal Mutalliq Kalam

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Shayar

Naat Khwan:

         Qawwali