Mujhe Aap Ne Bulaya Yeh Karam Nahi To Kya Hai

Mujhe Aap Ne Bulaya Yeh Karam Nahi To Kya Hai
Mujhe Aap Ne Bulaya Yeh Karam Nahi To Kya Hai

Mujhe Aap Ne Bulaya Yeh Karam Nahi To Kya Hai Lyrics

मुझे आप ने बुलाया यह करम नहीं तो क्या है

Shayar: Anjum | Naat e Paak

 

मुझे आप ने बुलाया यह करम नहीं तो क्या है

मेरा मर्तबा बढ़ाया यह करम नहीं तो क्या है

Mujhe Aap Ne Bulaya Yeh Karam Nahi To Kya Hai

Mera Martaba Badaya Yeh Karam Nahi To Kya Hai

 

 

मेरा वक़्त जिकत करके मेरी रुह़ में उतर कर

मेरे दिल को दिल बनाया यह करम नहीं तो क्या है

Mera Waqt Jikat Karke Meri Rooh Me Utar Kar

Mere Dil Ko Dil Banaya Yeh Karam Nahi To Kya Hai

 

 

मैं ग़मों की धूप में जब तेरा नाम लेके निकला

मिला रह़मतों का साया यह करम नहीं तो क्या है

Mai Ghamon Me Jab Tera Naam Leke Nikla

Mila Rehmaton Ka Saya Yeh Karam Nahi To Kya Hai

 

 

मुझे जब भी ग़म ने घेरा मेरा साथ सब ने छोड़ा

तू मेरी मदद को आया यह करम नहीं तो क्या है

Mujhe Jab Bhi Gham Ne Ghera Mera Sath Sab Ne Chhoda

Tu Meri Madad Ko Aaya Yeh Karam Nahi To Kya Hai

 

 

मैं भटक के रह गया था कहीं और बह गया था

मुझे रास्ता दिखाया यह करम नहीं तो क्या है

Mai Bhatak Rah Gaya Tha Kahin Aur Bah Gaya Tha

Mujhe Rasta Dikhaya Yeh Karam Nahi To Kya Hai

 

 

यह शरफ़ बड़ा शरफ़ है तेरा रुख़ मेरी त़रफ़ है

मुझे नात-ख़्वा बनाया यह करम नहीं तो क्या है

Yeh Sharaf Bada Sharaf Hai Tera Rukh Meri Taraf Hai

Mujhe Naatkhwa Banaya Yeh Karam Nahi To Kya Hai

 

 

मेरी लज्जतो को बे मन मिले आपके सहारे

मैं गिरा तु खुद उठाया यह करम नहीं तो क्या है

Meri Lajjato Ko Bemann Mile Apke Sahare

Mai Gira Tu Khud Uthaya Yeh Karam Nahi To Kya Hai

 

 

मुझे हौसला वोह बख़्शा तेरे क़ुर्ब के यकीं ने

मैं ग़मों में मुस्कुराया यह करम नहीं तो क्या है

Mujhe Housla Woh Bakhsha Tere Kurb Ke Yakin Ne

Mai Ghamo Me Muskuraya Yeh Karam Nahi To Kya Hai

 

 

दरे मुस्त़फा से अन्जुम मैं खुद आ गया मेरा दिल

कभी लौट कर न आया यह करम नहीं तो क्या है

Darey Mustafa Se Anjum Mai Khud Gaya Mera Dil

Kabhi Lout Kar Na Aaya Yeh Karam Nahi To Kya Hai

 

 

Hindi And English Naat Lyrics

Hindi And English Naat Lyrics


| Naat-E-Paak |  Ajmal Sultanpuri |  | Ala Hazrat NaatAkhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan | Khalid Mahmud Khalid |

| Qawwali | Sabri Brothers || Rahat Fateh Ali Khan | 

| Sufi Song  | Khailash Kher |

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *