More Añgna Moinuddin Aayo Ri Lyrics

More Añgna Moinuddin Aayo Ri Lyrics

Qawwal : Nazir Ejaz Faridi

 

Muinuddeeñ Hasan Aalam Panaahe
Ba Soo-e Maa Ghareebañ Yak Nigaahe.

 

Jise Tumhara Karam Ho Naseeb Ya Khwaja
Ghareeb Phir Nahiñ Rahta Ghareeb Ya Khwaja
Ataa Hui Hai Jise Teri Zaat Se Nisbat
Jahañ Meiñ Hai Wo Bada Khush Naseeb Ya Khwaja.

 

Rang Barse Khwaja Atariya
Jannat Laage Chisht Nagariya
Shaah-e Madina Jalwa Fagan Haiñ
Maula Ali Tashreef Haiñ Laaye.

 

Fatma Zahra Ke Sadqe Lutaayeñ
Hasan Husain Ke Sadqe Mileñge
Aaj Sabhi Ke Bigde Kaam Baneñge.

 

Aayo ri
Aayo Ri More Angana Moinuddin ..
Aayo Ri More Angana Moinuddin ..

Aayo Ri Aayo,
Sakhi Aayo Ri Aayo More Bhaag Jagaayo

More Angana Moinuddin .. Aayo Ri
More Angana Moinuddin.. Aayo Ri

 

More Añgna Añgna …
More Añgna Añgna ..

More Khwaja Ji

Añgan, Añgna … Añgan, Añgna …

Chishti Raaja .. Añgna
Chisht Ke Raaja .. Añgna
Aye Chisht Ke Raaja Añgna ..
Aye Chisht Ke Raaja Añgna ..

More Angana Moinuddin Aayo Ri

 

Aao Re Chishtiyo Hori Khelo
More Añgana Moinuddin .. Aayo Ri

Aao Re Chishtiyo Hori Khelo
More Angana Moinuddin .. Aayo Ri

 

Aayo Ri..More Angana Moinuddin
Aayo Ri..More Angana Moinuddin

 

Sone Ka Diya Ra Main Chaumukh Waarooñ
Apne Khwaja Ke Main Bal Bal Jaauñ ..
Hey Ri, Apne Khwaja Ke Main Bal Bal Jaauñ
Sakhi, Apne Khwaja Ke Main Bal Bal Jaauñ

 

Hañ, Ek Baari Nayi Lakh Baari

Apne Khwaja Ke Main Bal Bal Jaauñ

 

Sakhi.. Apne Khwaja ke main bal bal jaauñ
Sakhi.. Apne Khwaja ke main bal bal jaauñ

 

Kitthe Maiñ Kamli Kitthe Shaan Teri.

Sakhi.. Apne Khwaja ke main bal bal jaauñ
Sakhi.. Apne Khwaja ke main bal bal jaauñ

 

Mainu Jattiyoñ Heer Bana Chhaddeya Ni

Sakhi.. Apne Khwaja Ke Main Bal Bal Jaauñ
Sakhi.. Apne Khwaja Ke Main Bal Bal Jaauñ

 

Ni Sayyoni ..Mainu Jattiyoñ Heer Bana Chhaddeya ni.

 

Sakhi.. Apne Khwaja Ke Main Bal Bal Jaauñ
Sakhi.. Apne Khwaja Ke Main Bal Bal Jaauñ

 

Aaye Ri Aaye
Sakhi Aaye Ri Aaye More Bhaag Jagaaye
More Añgna Muinuddin Aayo Ri ..

 

Dekho ji .. More Añgna
Khawaja ji More .. Añgna
Chishti Raaja .. Añgna
Sayyiyañ More .. Añgna
Balma ji More .. Añgna
Saajan More .. Añgna
Khwaja ji more .. Añgna

 

Main Te Nachna Ei Aj Saari Raat

More Añgna Muinuddin Aayo Ri

 

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

 

Aj Jaage Bhaag Ri Maani Tere.

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

 

Chaañd Rajab Ka Cham Cham Chamke
Noor Ali Ka Dam Dam Damke
Khwaja Ki Wilaadat Hoyi
Naubat Baaje Aur Shahnaayi.

Khuddamo Ke Haath Me Parcham
Sab Ke Laboñ Pe Iahq Ki Sargam

 

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

Aayo Ri Aayo More Bhaag Jagaayo

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

 

Kya Pesh Karuñ Tujh Ko Kya Cheez Hamari Hai
Kya Pesh Karuñ Tujh Ko Kya Cheez Hamari Hai

 

Ai Khwaja.. Sab Cheez Te Teri Den Hoyi.

 

Kya Pesh Karuñ Tujh Ko Kya Cheez Hamari Hai
Ye Dil Bhi Tumhara Hai Ye Jaañ Bhi Tumhari Hai

 

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

Aayo Ri Aaye
Sakhi Aayo Ri Aaye More Bhaag Jagaaye

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

 

Aayo Mastoñ Eid Manaao
Ghar Pe Khushi Meiñ Naacho Gaao
Ism-e Khuda Ka Mazhar Hai Ye
Maula Ali Ke Naare Lagaao.

 

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

Aayo Ri Aayo More Bhaag Jagaayo

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

 

More Añgna. Añgna
More Añgna. Añgna

Khawaja Ji More .. Añgna
Sakhi Ri More .. Añgna
Khawaja Ji More .. Añgna
Sakhi Ri More .. Añgna

Hey Chishti laada .. Añgna
Hey Chishti laada .. Añgna

 

Aj Na Roz Mubarak Chadheya
Khwaja Mere Wede Wadheya

Hey Chishti laada .. Añgna
Hey Chishti laada .. Añgna

 

Kya Tum Pe Tasaddaq Kruñ Kya Paas Hai Mere
Qurbaan Tere Qadmoñ Pe Mauhtaj Ka Sar Hai

 

Ji, More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo ri

Aayo Ri Aayo
Aayo Ri Aayo more Bhaag Jagaayo

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

 

Khwaja Piya Ka Dhaula Gumbad
Barse Jispe Noor-e Muhammad ﷺ
Raks Kare Kaabe Ki Tajalli
Mili Hai Jee, Eemañ Ki Tasalli

Aaj Hamara Jo Bhi Bharam Hai
Khwaja Ki Nisbat Ka Karam Hai
Deen Mila, Eemaan Mila
Tohfe Meiñ Qur’aan Mila

 

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo ri

Aayo Ri Aayo
Aayo Ri Aayo more Bhaag Jagaayo

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

 

Aaj Hamara Jo Bhi Bharam Hai
Khwaja Ki Nisbat Ka Karam Hai
Iska Gharana Panjtani Hai
Kaun Jagat Meiñ Aisa Sakhi Hai

Armaano Ka Phool Khilega
Jo Maañgo ge Wo Hi Milega

 

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

Aayo Ri Aayo
Sakhi, Aayo Ri Aayo More Bhaag Jagaayo

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

 

Auliya Bhi Haiñ Dere Jamaaye Hue
Chishtiya Aur Nizaami Bhi Aaye Hue
Khwaja Qutub Fareed Bhi Aaye Hue

Haidar Ka Poot Aaya
Zahra Ka Jaaya Aaya,
Hoor o Malak Ne Gaaya
Mora Khwaja Banna Aaya.

 

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

 

Ghaus Piya Baghdad Se Aaye
Khwaja Usmañ Mehdi Lagaaye
Qutub Piya Hain Jhanda Uthaaye
Baaba Fareed Haiñ Wajd Me Aaye
Nizam Piya Aur Sabir Gaayeñ

 

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

More Añgna.. Añgna
More Añgna..Añgna

Añgna Aye Chishti Laada
Añgna Aye Chishti Laada

 

Baaba Fareed Haiñ Wajd Me Aaye
Nizam Piya Aur Sabir Gaayeñ

 

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri

Aayo Ri Aayo
Aayo Ri Aayo More Bhaag Jagaayo

 

More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin .. Aayo Ri
More Añgna Muinuddin ……………

 

More Manqabat Ghareeb Nawaz

More from Nazir Ejaz Faridi

  • Comment में राय दीजिए
  • Share कीजिए

Hindi And English lyrics

Our Pages 

 

Naat-E-Paak   

Rabiul Awwal Se Mutalliq Kalam

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

 Qawwali         

Shayar

Naat Khwan:

       

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *