Mere Ghar Pe Saja Ghazi Ka Alam Lyrics Muazzam Ali Mirza
La-Fatah Shere Khuda
Ya Shahanshah E Wafa
Mere Ghar Pe Saja Ghazi Ka Alam
Aur Dar Pe Likha Hai Ya Ali Madad
Mere Sar Pe Saaya Panjtan Ka
Subho Sham Sada Ya Ali Madad
Mere Ghar Pe Saja Ghazi Ka Alam
Aur Dar Pe Likha Hai Ya Ali Madad
Hai Mera Deen Imaan Ali
Hai Momin Ki Pahchan Ali
Hai Mere Liye Meri Jaan Ali
Saanson Me Basa Hai Ya Ali Madad
Mere Ghar Pe Saja Ghazi Ka Alam
Aur Dar Pe Likha Hai Ya Ali Madad
Hai Waliyon Ka Sardar Ali
Kar Doobi Kashti Paar Ali
Jab Mushkil Koi Aan Padi
Maine To Kaha Hai Ya Ali Madad
Merey Ghar Pe Saja Ghazi Ka Alam
Aur Dar Pe Likha Hai Ya Ali Madad
Lab Par Haider Ki Gawahi Hai
Kahta Ye Wahi Bewafayi Hai
Mujhe Khauf Nahin Kuchh Mahshar Ka
Seene Pe Likha Hai Ya Ali Madad
Merey Ghar Pe Saja Ghazi Ka Alam
Aur Dar Pe Likha Hai Ya Ali Madad
Recited By: Muazzam Ali Mirza
Related Post:
Meri Soyi Hui Qismat Ko Jaga Do Ghazi
Abbas Ka Mola – Ghira Hai Dushmano Ke Darmiyan
Dar e Ghazi As Lyrics Mir Hasan Mir
muazzam ali mirza ki new manqabat
mery ghar pe saja ghazi ka alam lyrics in hindi and english
Our Pages
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi