Karam Jo Kar Den Payambar To Baat Ban Jaye Lyrics

Karam Jo Kar Den Payambar To Baat Ban Jaye Lyrics

 

करम जो कर दें पयम्बर तो बात बन जाए
ये सर हो पाए नबी पर तो बात बन जाए।

 

बा-रोज़-ए-हश्र वो कह दें ये देखकर मुझको
ये बन्दा है मेरा नौकर तो बात बन जाए।

 

सफ़र पे निकले हो तो कुछ दिक्कतें भी आयेंगी
दुरूद  निकलो जो पढ़कर तो बात बन जाए।

 

मेरा ग़ुलाम है अहमद रज़ा का नौकर तू
ये मुझसे कह दें जो अख़्तर तो बात बन जाए।

 

गुनाहगार हूं मैं, मुझको अपनी रह़मत से
छुपा लें शाफ़ए-महशर तो बात बन जाए।

 

बा-रोज़-ए-हश्र सवा नेज़े जब आये सूरज
हो सर पे ज़हरा की चादर तो बात बन जाए।

 

ख़ुदा के नाम पे इस्लाम की बक़ा के लिए
जो राह-ए-ह़क़ में कटे सर तो बात बन जाए।


 

Karam Jo Kar Den Payambar To Baat Ban Jaye
Ye Sar Ho Paaye Nabi Par To Baat Ban Jaye

 

Ba-Roz-e-Hashr Wo Kah Den Ye Dekhkar Mujhko
Ye Banda Hai Mera Naukar To Baat Ban Jaye

 

Safar Pe Nikle Ho Kuch Dikkatein Bhi Aayengi
Durood Niklo Jo Padhkar To Baat Ban Jaye

 

Mera Ghulam Hai Ahmad Raza Ka Naukar Tu
Ye Mujhse Kah Den Jo Akhtar To Baat Ban Jaye

 

Gunahgar Hun Main, Mujhko Apni Rahmat Se
Chhupa Len Shaafa-e-Mahshar To Baat Ban Jaye

 

Ba-Roz-e-Hashr Sawa Neze Jab Aaye Suraj
Ho Sar Pe Zahra Ki Chadar To Baat Ban Jaye

 

Khuda Ke Naam Pe Islam Ki Baqa Ke Liye
Jo Raah-e-Haq Me Kate Sar To Baat Ban Jaye

 

Naat Khwan: Ehsan Sakir


Karam Jo Kar Den Payambar To Baat Ban Jaye Lyrics Hindi


Our Pages


Naat-E-Paak         

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Naat Khwan:

         Qawwali