Jo Tera Tifl Hai Kaamil Hai Ya Ghous Manqabat Lyrics
जो तेरा त़िफ़्ल है कामिल है या ग़ौस
Shayar: Ala Hazrat | Naat e Paak
Naat Khwan: Owais Raza Qadri, Muhammad Rafique Raza Qadri,
Hadaaiqe Bakhshish Part 2
जो तेरा त़िफ़्ल है कामिल है या ग़ौस
तुफ़ैली का लक़ब वासिल है या ग़ौस
Jo Tera Tifl Hai Kaamil Hai Ya Ghous
Tufaili Ka Laqab Waasil Hai Ya Ghous
तसव्वुफ़ तेरे मक्तब का सबक़ है
तसर्रुफ़ पर तेरा आ़मिल है या ग़ौस
Taswwuf Tere Maktab Ka Sabak Hai
Tasrruf Par Tera Aamil Hai Ya Ghous
तेरी सैरे इल्लल्लाह ही है फिल्लाह
कि घर से चलते ही मूसिल है या ग़ौस
Teri Sairey Illallah He Hai Fillah
Ki Ghar Se Chalet He Moosil Hai Ya Ghous
तू नूरे अव्वलो आख़िर है मौला
तू ख़ैरे आ़जिलो आजिल है या ग़ौस
Tu Noor-E-Awwalo Aakhir Hai Moula
Tu Khair-E-Aajilo Aajil Hai Ya Ghous
मलक के कुछ बशर जिन्न के हैं पीर
तू शैख़े आ़ली व साफ़िल है या ग़ौस
Malak Ke Kuchh Bashar Jinn Ke Hein Peer
Tu Sheikh-E-Aali Wa Saafil Hai Ya Ghous
किताबे हर दिल असारे तअ़र्रुफ़
तेरे दफ़्तर ही से नाक़िल है या ग़ौस
Kitaab-E-Har Dil Asaar-E-Ta’arruf
Tere Daftar He Se Naaqil Hai Ya Ghous
फुतूहुल ग़ैब अगर रोशन न फ़रमाए
फुतूह़़ातो फुसूस आफ़िल है या ग़ौस
Futoohul Ghaib Agar Roshan Na Farmaye
Futoohaat-O-Fusoos Aafil Hai Ya Ghous
तेरा मन्सूब है मरफूअ़ उस जा
इज़ाफ़त रफ़्अ़ की आ़मिल है या ग़ौस
Tera Mansoob Hai Marfoo’a Us Jaa
Izaafat Ruf’aa Ki Aamil Hai Ya Ghous
तेरे कामी मशक़्क़त से बरी हैं
कि बरतर नस्ब से फ़ाइल है या ग़ौस
Tere Kaami Mashqqat Se Bari Hein
Ki Bartar Nasb Se Faa’il Hai Ya Ghous
अह़द से अह़मद और अह़मद से तुझको
कुन और सब कुन मकुन ह़ासिल है या ग़ौस
Ahad Se Ahmad Aur Ahmad Se Tujhko
Kun Aur Sub Kun Makun Haasil Hai Ya Ghous
तेरी इज़्ज़त तेरी रिफ़अ़त तेरा फ़ज़्ल
बि फ़दलिह अफ़्ज़लो फ़ाज़िल है या ग़ौस
Teri Izzat Teri Rif’at Tera Fazl
Bi Fadlih Afzalo Faazil Hai Ya Ghous
तेरे जल्वे के आगे मिन्तक़ा से
महो खुर पर ख़त़े बातिल है या ग़ौस
Tere Jalwe Kea Age Mintqa De
Maho Khur Par Khat-E-Baatil Hai Ya Ghous
सियाही माइल उसकी चांदनी आई
क़मर का यूं फ़लक माइल है या ग़ौस
Siyaahi Maa’il Uski Chandni Aai
Qamar Ka Yun Falak Maa’il Hai Ya Ghous
त़िलाए मेह़र हैं टक्साल बाहर
कि ख़ारिज़ मर्कज़े ह़ामिल है या ग़ौस
Tilaa’ey Mehar Hein Taksaal Baahar
Ki Khariz Markaz-E-Haamil Hai Ya Ghous
तू बरज़ख है ब रंगे नूने मिन्नत
दो जानिब मुत्तसिल वासिल है या ग़ौस
Tu Barzakh Hai Ba Rang-E-Noone Minnat
Do Jaanib Muttasil Waasil Hai Ya Ghous
नबी से आख़िज़ और उम्मत पे फ़ाइज़
उधर क़ाबिल इधर फ़ाइल है या ग़ौस
Nabi Se Aakhiz Aur Ummat Pe Faa’iz
Udhar Qaabil Idhar Faa’il Hai Ya Ghous
नतीजा ह़द्दे औसत़ गिर के दे और
यहां जब तक कि तू शामिल है या ग़ौस
Nateeja Hadde Ausat Gir Ke De Aur
Yaha Jab Tak Ki Tu Shaamil Hai Ya Ghous
अला तूबा लकुम है वोह कि जिनका
शबाना रोज़ विर्दे दिल है या ग़ौस
Ala Tooba Lakum Hai Woh Ki Jinka
Shabana Roz Wirde Dil Hai Ya Ghous
अ़जम कैसा अ़रब ह़िल क्या ह़रम में
जमी हर जा तेरी मह़फ़िल है या ग़ौस
Ajam Kaisa Arab Hil Kya Haram Me
Jami Har Jaa Teri Mahfil Hai Ya Ghous
है शर्ह़े इस्मे अल क़ादिर तेरा नाम
यह शर्ह़ उस मत्न की ह़ामिल है या ग़ौस
Hai Shar’hey Isme Al Qaadir Tera Naam
Yeh Sharh Us Matn Ki Haamil Hai Ya Ghous
जबीने जुब्बा फ़रसाई का सन्दल
तेरी दीवार की कहगिल है या ग़ौस
Jabeen-E-Jubba Farsaai Ka Sundal
Teri Deewar Ki Kahgil Hai Ya Ghous
बजा लाया वोह अमरे् सारि-ऊ को
तेरी जानिब जो मुस्ताजिल है या ग़ौस
Baja Laaya Woh Amre Saari-Oo Ko
Teri Jaanib Jo Mustaajil Hai Ya Ghous
तेरी कुदरत तेरी फ़ित़रिय्यात से है
कि क़ादिर में दाख़िल है या ग़ौस
Teri Kudrat Teri Fitriyyaat Se Hai
Ki Qaadir Me Daakhil Hai Ya Ghous
तसर्रुफ़ वाले सब मज़हर हैं तेरे
तू ही उस पर्दे में फ़ाइ़ल है या ग़ौस
Tasrruf Waale Sub Mazhar Hein Tere
Tu He Us Parde Me Faa’il Hai Ya Ghous
रज़ा के काम और रुक जाएं ह़ाशा
तेरा साइ़ल है तू बाज़िल है या ग़ौस
RAZA Ke Kaam Aur Ruk Jaayen Haasha
Tera Saa’il Hai Tu Baazil Hai Ya Ghous
Hindi And English Maqabat Lyrics
Hindi And English Manqabat Lyrics
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar