Ja Ke Saba Tu Koo-E-Muhammadﷺ Lyrics
जा के सबा तू कुए मुहम्मद ﷺ
Ja Ke Saba Tu Koo-E-Muhammadﷺ
La Ke Sungha Khushboo-E-Muhammad ﷺ
Chaak Hai Hijr Se Apna Seena
Dil Me Basa Hai Shahre Madina
Chashm Laghi Hain Kooye Muhammad ﷺ
Hashr Ka Khauf Hai Sab Par Ghalib
Sab Hain Riza-E-Haq Ke Talib
Haq Ki Nazar Hai Sooye Muhammad ﷺ
Rang Hai Inka Baghe Jahan Me
Inki Mahak Hai Khuld O Jina Me
Sab Me Basi Khushboo-E-Muhammad ﷺ
Tishna Dahan Hai, Gham Hai Tumhe Kya
Abre Karam Ab Jhoom Ke Barsa
Lo Wo Khule Gesu-E-Muhammad ﷺ
Shams-O-Qamar Me Arzo Falak Me
Jinn-O-Bashar Me Hoor-O-Malak Me
Aks-Figan Hai Rooye Muhammad ﷺ
Mushk Gulab-O-Uud-O-Amber
Khaak Main Daalun Sabke Upar
Paaun Agar Khushboo-E-Muhammad ﷺ
Ho Na Kabhi Ta-Hashr Numaya
Aisa Hilaal-E-Eid Ho Qurban
Dekhen Agar Abru-E-Muhammad ﷺ
Deen Ke Dushman Inko Satayen
Den Ye Hamesha Unko Duayen
Sabse Nirali Khu-E-Muhammad ﷺ
Hona Jameel-E-Qadri Muztar
Haath Uthakar Haq Se Dua Kar
Mujhko Dikha Do Koo-E-Muhammad ﷺ
Naat Khwan: Asad Raza Attari
Ja Ke Saba Tu Koo-E-Muhammad ﷺ Lyrics Hindi
जा के सबा तू कुए मुहम्मद ﷺ
ला के सुंघा खुशबू-ए-मुहम्मद ﷺ
चाक है हिज्र से अपना सीना
दिल में बसा है शहरे मदीना
चश्म लगीं हैं कूए मुहम्मद ﷺ
हश्र् का ख़ौफ़ है सब पर ग़ालिब
सब हैं रिज़ा-ए-हक़ के तालिब
ह़क़ की नज़र है सूए मुहम्मद ﷺ
रंग है इनका बाग़े जहां में
इनकी महक है ख़ुल्द-ओ-जिना में
सब में बसी खुशबू-ए-मुहम्मद ﷺ
तिशना दहन है ग़म है तुम्हें क्या
अबरे करम अब झूम के बरसा
लो वो खुले गेसूए मुहम्मद ﷺ
शम्सो क़मर में अर्ज़ो फ़लक में
जिन-ओ-बशर में हूरों मलक में
अक्स-फिगन है रूए मुहम्मद ﷺ
मुश्क गुलो ऊदो अम्बर
ख़ाक मैं डालूं सबके ऊपर
पाऊँ अगर खुशबू-ए-मुहम्मद ﷺ
होना कभी ता-हश्र नुमाया
ऐसा हिलाल-ए-ईद हो कुर्बां
देखें अगर अब्रू-ए-मुहम्मद ﷺ
दीन के दुश्मन इनको सताएं
दें ये हमेशा उनको दुआएं
सबसे निराली ख़ूए मुहम्मद ﷺ
होना जमील-ए-क़ादरी मुज़तर
हाथ उठाकर हक़ से दुआ कर
मुझको दिखा दो कूए मोहम्मद ﷺ
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|