Dayare Paak Ka Manzar Nabi Nabi Bole lyrics
Naat Khwan: Sufiyan Pratapgarhi
दयारे पाक का मंज़र नबी नबी बोले
नबी के शहर का घर घर नबी नबी बोले
Dayare Paak Ka Manzar Nabi Nabi Bole
Nabi Ke Shahar Ka Ghar Ghar Nabi Nabi Bole
सना रसूल की हम ही फ़क़त नहीं करते
नबी की शान में कंकर नबी नबी बोले
Sana Rasool Ki Ham Hee Faqat Nahi Karte
Nabi Ki Shan Me Kankar Nabi Nabi Bole
वफ़ा बिलाल की है बेमिसाल दुनिया में
हज़ारों ज़ुल्म जो सहकर नबी नबी बोले
Wafa Bilal Ki Hai Bemisal Duniya Me
Hazaron Zulm Jo Sah-kar Nabi Nabi Bole
फ़क़त यही नहीं कि अपनी जान दे दूंगा
नबी के वास्ते सब खानदान दे दूंगा
Faqat Yahi Nahi Ki Apni Jaan De Dunga
Nabi Ke Waste Sab KhanDan De Dunga
काफिरों ने कहा के होंठ तेरे सिल दूंगा
बिलाल बोले कि मैं फिर भी अज़ान दे दूंगा
Kaafiron Ne Kaha Ke Tere Honth Sil Dunga
Bilal Bole Ke Main Fir Bhi Azan De Dunga
| Naat-E-Paak|
| Khalid Mahmud ‘Khalid’ | Ajmal Sultanpuri Naat | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan
| Qawwali |
| Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ |Nazir Ejaz Faridi | Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hasan |