Chand Ne Bhi Apna Seena Cheer Dala Lyrics

Chand Ne Bhi Apna Seena Cheer Dala Naat Lyrics

 

Chand ne bhi apna seena cheer dala ek din

Paak angusht e risalat ka ishara dekh kar

 

चांद ने भी अपना सीना चीर डाला एक दिन

पाक अंगुशते रिसालत का इशारा देख के

 

Nazdiyon se paak hoga shahar e makka ek din

Ya rasoolallah ka naara lagega ek din

 

नज़दियों से पाक होगा शहर ए मक्का एक दिन

या रसूलअल्लाह का नारा लगेगा एक दिन

 

Gar khuda e paak ne chaaha to unke naam ka

Ham karenge khuld ke andar bhi jalsa ek din

 

गर ख़ुदा ए पाक ने चाहा तो उनके नाम का

हम करेंगे खुल्द के अन्दर भी जलसा एक दिन

 

Aaj le unki madad un par durood e paak bhej

Warna pachhtayega nazdi dekh lena ek din

 

आज ले उनकी मदद उन पर दुरुद ए पाक भेज

वरना पछतायेगा नज़्दी देख लेना एक दिन

 

Jiska chehra dekhne ke baad ham karte hain eid

Ban gaya hai wo bhi aaqa ka khilona ek din

 

जिसका चेहरा देखने के बाद हम करते हैं ईद

बन गया है वो भी आक़ा का खिलौना एक दिन

 

Naat Khan: Habibullah Faizi

Shayar: Habibullah Faizi

 

Related Post:
  1. Aayaten Aayaton Se Milakar
  2. Dho Qalam Ko Mushk Se Phir
  3. Darbar e Nabi Pe Sar Rakh Kar

Our Pages


Naat-E-Paak         

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Naat Khwan:

         Qawwali         

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *