Aye Rozadaron Khak Urao Lyrics – Mesum Abbas
ऐ रोज़ादारों खाक उड़ाओ
Haye Ali ! Haye Ali ! Haye Ali ! Haye Ali !
Haye Ali ! Haye Ali ! Haye Ali ! Haye Ali !
Aye Rozadron Khaak Uraao
Taboot Uth Raha Hai Janab-E-Ameer Ka
Is Din Ko Bhi Ashoor Banao
Taboot Uth Raha Hai Janab-E-Ameer Ka
Hassanin Se Karti Thin Buka Zainab-E-Kubra
Taza Tha Abhi Madar-E-Dilgeer Ka Sadma
Ab Dagh Yateemi Ka Uthao
Taboot Uth Raha Hai Janab-E-Ameer Ka
Ik Simt Se Taboot Uthayenge Farishte
Aur Mahw-E-Buka Doosri Janib Se Hain Bête
Salman-O-Abuzar Ko Bulao
Taboot Uth Raha Hai Janab-E-Ameer Ka
Ye Gham Bine Muljim Ne Diya Aale Nabi Ko
Sajde Me Kiya Qatl Mere Baba Ali Ko
Ae Logo Mera Dard Batao
Taboot Uth Raha Hai Janab-E-Ameer Ka
Baba Ne Dame Rukhsate Akhir Ye Kaha Tha
Abbas Hai Zaamin Meri Zainab Ki Rida Ka
Ghazi Ko Ye Ehsaas Dilao
Taboot Uth Raha Hai Janab-E-Ameer Ka
Taboot Mera Naaqe Pe Kar Dena Rawana
Ruk Jaye Jahan Naaqa Wahin Qabr Banana
Hai Waqt Wasiyat Ko Nibhao
Taboot Uth Raha Hai Janab-E-Ameer Ka
Ab Kon Bhala Saaya-E-Deewar Banega
Bewaaon Yateemon Ka Madadgar Banega
Koofe Ke Ghareebon Ko Batao
Taboot Uth Raha Hai Janab-E-Ameer Ka
Ikkiswi (21) Ramzan Qayamat Ka Tha Manzar
Thi Zainab-E-Muztar Ki Sada Mesum-O-Mazhar
Ab Kaise Jiyun koi Batao
Taboot Uth Raha Hai Janab-E-Ameer Ka
Recited By: Mesum Abbas
Poet & Composer: Mazhar Abidi
Aye Rozadaron Khak Urao Lyrics In Hindi
हाय अली! हाय अली! हाय अली! हाय अली!
हाय अली! हाय अली! हाय अली! हाय अली!
ऐ रोज़ादारों खाक उड़ाओ
ताबूत उठ रहा है जनाबे अमीर का
इस दिन को भी आशूर बनाओ
ताबूत उठ रहा है जनाबे अमीर का
हसनैन से करती थीं बुका ज़ैनब-ए-कुबरा
ताज़ा था अभी मादरे दिलगीर का सदमा
अब दाग़ यतीमीं का उठाओ
ताबूत उठ रहा है जनाबे अमीर का
इक सिम्त से ताबूत उठाएंगे फ़रिश्ते
और महव-ए-बुका दूसरी जानिब से हैं बेटे
सलमान-ओ-अबूज़र को बुलाओ
ताबूत उठ रहा है जनाबे अमीर का
ये ग़म भी बिने मुलजिम ने दिया आले नबी को
सजदे में किया क़त्ल मेरे बाबा अली को
ऐ लोगों मेरा दर्द बटाओ
ताबूत उठ रहा है जनाबे अमीर का
बाबा ने दम-ए-रुख़स्ते आख़िर ये कहा था
अब्बास है ज़ामिन मेरी ज़ैनब की रिदा का
ग़ाज़ी को ये एहसास दिलाओ
ताबूत उठ रहा है जनाबे अमीर का
ताबूत मेरा नाक़े पे कर देना रवाना
रुक जाए जहां नाक़ा वहीं क़ब्र बनाना
है वक़्त वसीयत को निभाओ
ताबूत उठ रहा है जनाबे अमीर का
अब कौन भला साया-ए-दीवार बनेगा
बेवाओं यतीमों का मददगार बनेगा
कूफ़े के ग़रीबों को बताओ
ताबूत उठ रहा है जनाबे अमीर का
इक्कीसवीं (21) रमज़ान क़यामत का था मन्ज़र
थीं ज़ैनब-ए-मुज़तर कि सदा मीसम-ओ-मज़हर
अब कैसे जियूं कोई बताओ
ताबूत उठ रहा है जनाबे अमीर का
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|