Allah Teri Yaad Aati Hai Dua Lyrics
जब रोज़ सवेरा होता है
Ya Allah.. Ya Allah..
Ya Allah.. Ya Allah..
Allah Teri Yaad Aati Hai×4
Jab Roz Sawera Hota Hai
Jab Door añdhera Hota Hai
Jab Duniya Ke Is Gulshan Me
Phir Noor Ka Fera Hota Hai
Ek Ek Kali Khil Jaati Hai
Aur Ik Ik Chiriya Gaati Hai
Is Aise Suhane Mañzar Me
Allah Teri Yaad Aati Hai
Allah Teri Yaad Aati Hai×4
Ye Duniya Rang Badalti Hai
Phir Ek Nayi Kal Chalti Hai
Ye Duniya Hai Maidan-e-Amal
Is Kal Se Taan Nikalti Hai
Har Zinda Hasti Uski Sada Par
Kamoñ Me Lag Jaati Hai
Is Aise Suhane Mañzar Me
Allah Teri Yaad Aati Hai
Allah Teri Yaad Aati Hai×4
Khetoñ Par Dehqa Jaate Haiñ
Kheti Me Jaan Khapate Haiñ
Din Bhar Ki Sakhti Sah Sah Kar
Aaram Ki Raahat Paate Haiñ
Jab Aas Hari Kheti Ki Unko
Mehnat Par Uksati Hai
Is Aise Suhane Mañzar Me
Allah Teri Yaad Aati Hai
Allah Teri Yaad Aati Hai×4
Ham Nek Irade Karte Haiñ
Susti Bekari Se Darte Haiñ
Har Roz Sada Aage Hi Barheñ
Aise Jeene Par Marte Haiñ
Jab Neki Noor Ka Par Tu Bankar
Chehroñ Ko Chamkati Hai
Is Aise Suhane Mañzar Me
Allah Teri Yaad Aati Hai
Allah Teri Yaad Aati Hai×4
Jab Ham Sab Padhne Aate Haiñ
Aapas Me Ghul-Mil Jaate Haiñ
Jab Sabke Sab Khush Ho Ho Kar
Nayyar Ka Naghma Gaate Haiñ
Jab Aapas Ki Ye Jyot Sabhi
Ke Seenoñ Ko Garmaati Hai
Is Aise Suhane Mañzar Me
Allah Teri Yaad Aati Hai
Allah Teri Yaad Aati Hai×4
Recited by: Hafiz Hassan Anzar
Lyrics: Shafiuddin Nayyar
Allah Teri Yaad Aati Hai Dua Lyrics
या अल्लाह.. या अल्लाह..
या अल्लाह.. या अल्लाह..
अल्लाह तेरी याद आती है×4
जब रोज़ सवेरा होता है
जब दूर अंधेरा होता है
जब दुनिया के इस गुलशन में
फिर नूर का फेरा होता है
एक एक कली खिल जाती है
और इक इक चिड़िया गाती है
इस ऐसे सुहाने मंज़र में
अल्लाह तेरी याद आती है
अल्लाह तेरी याद आती है×4
ये दुनिया रंग बदलती है
फिर एक नई कल चलती है
ये दुनिया है मैदान-ए-अमल
इस कल से तान निकलती है
हर ज़िन्दा हस्ती उसकी सदा पर
कामों में लग जाती है
इस ऐसे सुहाने मंज़र में
अल्लाह तेरी याद आती है
अल्लाह तेरी याद आती है×4
खेतों पर दहक़ा जाते हैं
खेती में जान खपाते हैं
दिनभर की सख़्ती सह सह कर
आराम की राहत पाते हैं
जब आस हरी खेती की उनको
मेहनत पर उकसाती है
इस ऐसे सुहाने मंज़र में
अल्लाह तेरी याद आती है
अल्लाह तेरी याद आती है×4
हम नेक इरादे करते हैं
सुस्ती बेकारी से डरते हैं
हर रोज़ सदा आगे ही बढ़ें
ऐसे जीने पर मरते हैं
जब नेकी नूर का पर तू बनकर
चेहरों को चमकाती है
इस ऐसे सुहाने मंज़र में
अल्लाह तेरी याद आती है
अल्लाह तेरी याद आती है×4
जब हम सब पढ़ने आते हैं
आपस में घुल मिल जाते हैं
जब सबके सब खुश हो हो कर
नय्यर का नग़्मा गाते हैं
जब आपस की ये ज्योत सभी
के सीनों को गर्माती है
इस ऐसे सुहाने मंज़र में
अल्लाह तेरी याद आती है
अल्लाह तेरी याद आती है×4
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar