Ab Hoga Haider Haider Lyrics | 13 Rajab Qasida 2023
Khuda ki Khudayi Me JalwaGari Hai
Jidhar Dekhta Huñ Ali Ali Hai
Ajab Shaan Hai Teri ! Ae Aane Wale
Ye Deewar Bhi Aaj Dar Ban Gayi Hai
Ab Hoga Haider – Haider
Hañ Haaji Haider – Haider
Nabiyoñ Ki Ye Nida Hai
Waliyoñ Ki Sada Hai
Kahte Haiñ Sare
Haq Ya Ali, Ya Ali
Ab Hoga Haider – Haider
Hañ Haaji Haider – Haider
Kahte Haiñ Sab Qalandar
Hamara Mola Haider
Sare Khushiyañ Manao Aur Jashn Karo
Har Momin Ko Mil Ke Mubarak Bhi Do
Ab Poori Huyi Is Dil Ki dua
Aur Arsh Farash Bas Ye Hai Sada
Ya Ali, Ya Ali, Ya Ali, Ya Ali, Ya Ali
Ab Hoga Haider – Haider
Hañ Haaji Haider – Haider
Kahte Haiñ Sab Qalandar
Hamara Mola Haider
Jiska Mola Huñ Maiñ
Uska Mola Ali
Khum Ke Maidañ Me
Kahte The Sab Se Nabi
Haq Ali, Ya Ali Bole Sare Wali
Jhoom Kar Bolti Thi Har Ek Kali
Sab Sahaba Ko Rab Ke Wali Mil Gaye
Khum Ke Maidañ Me Shakl e Ali Mil Gaye
Ab Poori Huyi Is Dil Ki dua
Aur Farash Bas Ye Hai Sada
Ya Ali, Ya Ali, Ya Ali, Ya Ali, Ya Ali
Ab Hoga Haider – Haider
Hañ Haaji Haider – Haider
Kahte Haiñ Sab Qalandar
Hamara Mola Haider
Aayi Terah(13) Rajab To Ye Boli Hawa
Aaj Khush Hai Bahot Khana e Kibriya
Aa Rahi Hai Musal-sal Yehi Ik Sada
Madar e Murtaza ! Marhaba-Marhaba
Dekho Logo Hasiñ Kis Kadar Hai Faza
Ghar Se Allah Ke Aa Rahi Hai Sada
Ab Poori Huyi Is Dil Ki dua
Aur Arsh Farash Bas Ye Hai Sada
Ya Ali, Ya Ali, Ya Ali, Ya Ali, Ya Ali
Ab Hoga Haider – Haider
Hañ Haaji Haider – Haider
Kahte Haiñ Sab Qalandar
Hamara Mola Haider
Sare Khushiyañ Manao Aur Jashn Karo
Har Momin Ko Mil Ke Mubarak Bhi Do
Ab Poori Huyi Is Dil Ki dua
Aur Arsh Farash Bas Ye Hai Sada
Ya Ali, Ya Ali, Ya Ali, Ya Ali, Ya Ali
Ab Hoga Haider – Haider
Hañ Haaji Haider – Haider
Kahte Haiñ Sab Qalandar
Hamara Mola Haider
Ab Hoga Haider – Haider
Hañ Haaji Haider – Haider
Kahte Haiñ Sab Qalandar
Hamara Mola Haider
Manqabat Khwan: Mudassir Hasan Zaidi
13 Rajab New Manqabat Mola Ali Lyrics
Be Watan Sirf Ali Hain Aur Ali Ke Bete Lyrics
More Manqabat Mola Ali As
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan: