Aa Hosh Me Sajjad Ke Ghar Jal Gaye Saarey Lyrics

Aa Hosh Me Sajjad Ke Ghar Jal Gaye Saarey
आ होश में सज्जाद के घर जल गये सारे

Recited By: Hasnain Abbas

 

Aa Hosh Me Sajjad Ke Ghar Jal Gaye Saarey
Sab Toot Gaye Zainab-e-Muztar Ke Saharey
Aa Hosh Me Sajjad Ke Ghar Jal Gaye Saarey

आ होश में सज्जाद के घर जल गये सारे
सब सब टूट गए ज़ैनब-ए-मुज़तर के सहारे
आ होश में सज्जाद के घर जल गये सारे

 

Haathon Pe Utha Ke Kaha Shabbir Ne Logon
Bachcha Mera Dum Todta Hai Pyaas Ke Marey
Aa Hosh Mein Sajjad Ke Ghar Jal Gaye Saarey

हाथों पे उठा के कहा शब्बीर ने लोगों
बच्चा मेरा दम तोड़ता है प्यास के मारे
आ होश में सज्जाद के घर जल गये सारे

 

Shabbir Lahad Khod Ke Ye Sonch Rahen Hain
Ab Kis Se Kahen Qabr Me Asghar Ko Utaren
Aa Hosh Mein Sajjad Ke Ghar Jal Gaye Saarey

शब्बीर लहद खोद के ये सोंच रहे हैं
अब किस से कहें क़ब्र में असग़र को उतारें
आ होश में सज्जाद के घर जल गये सारे

 

Ghodey Ke Qadam Thaam Ke Kahti Thi Saqina
Baba Ho ! Mujhe Chhor Chaley Kis Ke Sahare
Aa Hosh Me Sajjad Ke Ghar Jal Gaye Saarey

घोड़े के क़दम थाम के कहती थीं सक़ीना
बाबा हो ! मुझे छोड़ चले किसके सहारे
आ होश में सज्जाद के घर जल गये सारे

 

Maarey Hain Tamache Mujhe Baalon Se Pakad Kar
Durr Khench Ke Zalim Ne Hain Kaano Se Utarey
Aa Hosh Mein Sajjad Ke Ghar Jal Gaye Saarey

मारे हैं तमाचे मुझे बालों से पकड़कर
दुर्र खेंच के ज़ालिम ने हैं कानों से उतारे
आ होश में सज्जाद के घर जल गये सारे

 

Baithi Hain Yatimon Ko Jale Khaime Me Lekar
Saidaniyan Tanha Hain Ke Waris Gaye Maarey
Aa Hosh Mein Sajjad Ke Ghar Jal Gaye Saarey

बैठी हैं यतीमों को जले ख़ैमे में लेकर
सैदानियां तनहा है के वारिस गए मारे
आ होश में सज्जाद के घर जल गये सारे

 

Main Aakhri Rukhsat Ke Liye Aai Hun Bhaiyya
Ghazi Ko Pukaro Hamen Mahmil Se Utarey
Aa Hosh Mein Sajjad Ke Ghar Jal Gaye Saarey

मैं आख़िरी रुख़सत के लिए आई हूं भैया
ग़ाज़ी को पुकारो हमें महमिल से उतारे
आ होश में सज्जाद के घर जल गये सारे

 

Dekhe To Nisar Aaj Koi Hurr Ka Muqaddar
Dozakh Se Chala Aa Gaya Kousar Ke Kinare
Aa Hosh Mein Sajjad Ke Ghar Jal Gaye Saarey

देखो तो निसार आज कोई हुरर का मुक़द्दर
दोज़ख़ से चला आ गया कौसर के किनारे
आ होश में सज्जाद के घर जल गये सारे

 

Noha Muharram 2021 Lyrics

Nouha Lyrics In Hindi


Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|

 Hindi and English Lyrics

Naat-E-Paak|

Khalid Mahmud ‘Khalid’ Allama Saim Chishti  | Ajmal Sultanpuri Naat  | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan

| Qawwali |

Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hassan Akhtar

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *