Aa Gaye Huzoor Aa Gaye Naat Lyrics
आ गए हुज़ूर आ गए।
Shayar: Habibullah Faizi
Naat Khwan: Habibullah Faizi
गूंज उठी सदाए मरहबा
आ गए हुज़ूर आ गए,
जश्ने ईद ए बारहबी मना
आ गए हुज़ूर आ गए।
Goonj Uthi Sada-e-Marhaba
Aa Gaye Huzoor Aa Gaye,
Jashe Barahbi Mana
Aa Gaye Huzoor Aa Gaye.
थरथराने कांपने लगा
चीख उठे पुजारी क्या हुआ,
बुत ये कह के सजदे में गिरा
आ गए हुज़ूर आ गए।
Thar-tharane Kaanp Ne Laga
Cheekh Uthe Pujari Kya Hua,
But Ye Kah Ke Sajde Me Gira
Aa Gaye Huzoor Aa Gaye.
अ़र्श-फ़र्श की थी गुफ्तगू
मैं बड़ा हूं या बड़ा है तू,
फ़र्श बोला अब मैं हूं बड़ा
आ गए हुज़ूर आ गए।
Arsh-Farsh Ki Thi Guftgoo
Mai Bada Hun Ya Bada Hai Tu,
Farsh Bola Ab Mai Hun Bada
Aa Gaye Huzoor Aa Gaye.
मारी जा चुकी हो बेटियों
अब वक़ारो फ़ख़र् से जियो,
कट चुका है पंजा-ए-जफ़ा
आ गये हुज़ूर आ गये।
Maari Ja Chuki Ho Betiyon
Ab Waqaar-o-Fakhr Se Jio,
Kat Chuka Hai Panja-e-jafa
Aa Gaye Huzoor Aa Gaye.
बकरी बोली हम भी शेर हैं
यानी आज से दिलेर हैं,
दौरे क़त्ल ख़ून लद गया
आ गये हुज़ूर आ गये।
Bakri Boli Ham Bhi Sher Hain
Yani Aaj Se Diler Hain,
Dour-e-Qatl Khoon Lad Gaya
Aa Gaye Huzoor Aa Gaye.
Related Post:
- Nabi Ji Aa Rahe Hain Lyrics
- Jhulo Jhulo Ya Muhammad Jhulan Lyrics
- Aa Gayi Mustafa Ki Sawari Lyrics
- Fakhr e Zameen Aaya Hai Lyrics
- Huzoor Aa Gayi Hain – falak ke nazaron
- Aaye Muhmmad To Chhaai Hai Rahmat
Hindi And English lyrics
| Qawwali |
| Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ |Nazir Ejaz Faridi | Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hasan |
| Naat-E-Paak|
| Khalid Mahmud ‘Khalid’ | Ajmal Sultanpuri Naat | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan