Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka Lyrics
कितना आला रुतबा है मेरे ग़ौसे आज़म का
कितना आला रुतबा है मेरे ग़ौसे आज़म का
के बादशाह भी मंगता है मेरे ग़ौसे आज़म का
शेर ए नर को इक पल में रखकर चीर डाला था
देखो ऐसा कुत्ता है मेरे ग़ौसे आज़म का
मेरे आक़ा का दुश्मन भी छटपटा के रह जाए
वार ऐसा होता है मेरे ग़ौसे आज़म का
ज़ात-ए-ग़ौस-ए-आज़म की बात तो निराली है
नाम कितना प्यारा है मेरे ग़ौसे आज़म का
उसका मर्तबा हम-तुम किस तरहं से समझेंगे
चेहरा जिसने देखा है मेरे ग़ौसे आज़म का
Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka
Ki Badsha Bhi Mangta Hai Mere Ghouse Azam Ka
Sher-E-Nar Ko Ik Pal Main Rakh Ke Cheer Dala Tha
Dekho Aisa Kutta Hai Mere Ghouse Azam Ka
Mere Aaqa Ka Dushman Bhi Chhat-pata Ke reh jaye
Waar Aisa Hota Hai Mere Ghouse Azam Ka
Zaat-E-Ghause Azam Ki Baat To Alag Yaro
Naam Kitna Pyara Hai Mere Ghouse Azam Ka
Uska Martaba Ham Tum Kis Tarha Se Samjhenge
Chehara Jisne Dekha Hai Mere Ghouse Azam Ka
Hindi And English lyrics
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar