कौन शहर-ए-मक्का में सुबह सुबह आया है
जिसके नूर से आलम सारा जगमगाया है
Kon shahre Makka me subha subha aaya hai
Jiske noor se aalam sara jagmagaya hai
ग़ैब से निदा आई! आमिना मुबारक हो
तूने रह़मते हक़ से, नूर हक़ का पाया है
Ghaib se nida aayi! Aamina Mubarak ho
Tune rahmate haq se, noor haq ka paya hai
अक़्ल सबकी हैरां है देखकर शहे दीं को
ये बशर तो हैं लेकिन क्यूं ना इनका साया है
Aql sabki hairan hai dekhkar shahe Deeñ ko
Ye bashar to hai lekin kyun na inka saya hai
इन्नमा अना बशरुम मिसलुकुम के पर्दे में
हक़ ने अपने जल्वों का आयना सजाया है
Innama an bashrum mislukum ke parde me
Haq ne apne jalwon ka aayna sajaya hai
थी निदा शबे असरा उदनु मिन्नी ऐ महबूब
बे धड़क चले आओ हमने ही बुलाया है
Thi nida shabe asra udnu minni ae mahboob
Be dhadak chale aao hamne hi bulaya hai
या नबी मैं तम पर क्यूं ना जान-ओ-दिल फ़िदा कर दूं
हमने आपको पाकर तो ख़ुदा को पाया है
Ya Nabi main tum par kyuñ na jaan-o-dil fida kar dooñ
Hamne aapko pa kar to khuda ko paya hai
दामने नबी आशिक़ अब न हम से छूटेगा
हमने उनसे जो मांगा वह ख़ुदा से पाया है।
Damane Nabi aashiq ab na ham se chhutega
Hamne unse jo manga woh khuda se paya hai
मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar