Mere Aaqa Aaye Hain Lyrics | मेरे आक़ा आए हैं | Zohaib Ashrafi

Mere Aaqa Aaye Hain Lyrics  Zohaib Ashrafi 

मेरे आक़ा आए हैं

 

Baarahwin ka noor dil pe chha gaya

Aa Gaye nabi, Aa gaye nabi

 

assalaamo ‘alaika ya mustafa !

assalaamo ‘alaika ya mustafa !

 

mere sarkaar aaye, jhoomo

mere dildaar aaye, jhoomo

mere sardaar aaye, jhoomo

mere Gam-KHwaar aaye, jhoomo

 

sarkaar ki aamad ! marhaba !

dildaar ki aamad ! marhaba !

Gam-KHwaar ki aamad ! marhaba !

manThaar ki aamad ! marhaba !

awwal ki aamad ! marhaba !

aaKHir ki aamad ! marhaba !

sarwar ki aamad ! marhaba !

dilbar ki aamad ! marhaba !

aa gaye nabi, aa gaye nabi

 

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamana hai

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamana hai

 

Mehki mehki hain galiyan, rang kyun suhana hai ?

Rehmaton ka kyun sar pe aaj shaamiyaana hai ?

Marhaba ka har lab par aaj kyun taraana hai ?

 

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamana hai

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamana hai

 

Amina ke pyaare ka jashn ham manayenge

jhande bhi lagaayenge, ghar ko bhi sajayenge

Naghma un ki aamad ka jhoom kar sunayenge

jashn hai shah-e-deen ka sab ko ye batana hai

 

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamaana hai

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamaana hai

 

un ke aane se pehle zulm har-soo hota tha

Aah ! beTiyan pyaari dafn hoti thin zinda

Ro rahi thi har bewa, the yateem afsurda

MiT gaya, jo aaye wo daur zaalimana hai

 

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamana hai

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamana hai

 

Jashn hai ye un ka jo chaand ke karen TukDe

Shaan wo mili rab se, ped bhi karen sajde

Wo jo chaahen, sooraj bhi Doob kar palat aaye

Rab se martaba paaya aap ne yagaana hai

 

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamaana hai

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamaana hai

 

baarahwin ka noor dil pe chha gayaaa gae nabi, aa gae nabi

 

Sarkaar ki aamad ! marhaba !

Dildaar ki aamad ! marhaba !

Gam-KHwaar ki aamad ! marhaba !

ManThaar ki aamad ! marhaba !

Awwal ki aamad ! marhaba !

AaKHir ki aamad ! marhaba !

Sarwar ki aamad ! marhaba !

Dilbar ki aamad ! marhaba !

 

Aaye bazm-e-‘aalam me rehmat-e-KHuda ban kar

Be-sahaaro.n, mazloomon ka wo aasra ban kar

Dardmandon ke haq me.n baa’is-e-shifa ban kar

Wo ki jin ko bin dekhe har koi deewana hai

 

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamana hai

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamana hai

 

Aamina ki godi me.n aae jab mere aaqa

Aasmaa.n se taare bhi lene aae the sadqa

Dekh kar ke kaa’ba bhi un ko wajd me.n aaya

Zikr un ki aamad ka kis-qadar suhaana hai

 

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamaana hai

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamaana hai

 

Mustafa ke sadqe hi ye jahan bana,‘Aasim !

Zindagi bhi hai paai, deen-e-haq mila, ‘Aasim !

Maal kya hai ! aaqa par jaan bhi fida, ‘Aasim !

Jab talak hai jaan baaqi, Jashan ye manana hai

 

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamana hai

Mere aaqa aaye hain saj gaya zamana hai

 

Poet: Muhammad Asim ul Qadri Moradabadi

Naat-Khwaan: Zohaib Ashrafi

 

मेरे आक़ा आए हैं लिरिक्स ज़ोहेब अशरफ़ी

 

बारहवीं का नूर दिल पे छा गया

आ गए नबी, आ गए नबी

 

अस्सलामु ‘अलैका या मुस्तफ़ा !

अस्सलामु ‘अलैका या मुस्तफ़ा !

 

मेरे सरकार आए, झूमो

मेरे दिलदार आए, झूमो

मेरे सरदार आए, झूमो

मेरे ग़म-ख़्वार आए, झूमो

सरकार की आमद ! मरहबा !

दिलदार की आमद ! मरहबा !

ग़म-ख़्वार की आमद ! मरहबा !

मंठार की आमद ! मरहबा !

अव्वल की आमद ! मरहबा !

आख़िर की आमद ! मरहबा !

सरवर की आमद ! मरहबा !

दिलबर की आमद ! मरहबा !

आ गए नबी, आ गए नबी

 

Mere Aaqa Aaye Hain Lyrics
Mere Aaqa Aaye Hain Lyrics

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

 

महकी महकी हैं गलियाँ, रंग क्यूँ सुहाना है ?

रहमतों का क्यूँ सर पे आज शामियाना है ?

मरहबा का हर लब पर आज क्यूँ तराना है ?

 

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

 

आमिना के प्यारे का जश्न हम मनाएँगे

झंडे भी लगाएँगे, घर को भी सजाएँगे

नग़्मा उन की आमद का झूम कर सुनाएँगे

जश्न है शह-ए-दीं का सब को ये बताना है

 

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

 

उन के आने से पहले ज़ुल्म हर-सू होता था

आह ! बेटियाँ प्यारी दफ़्न होती थीं ज़िंदा

रो रही थी हर बेवा, थे यतीम अफ़्सुर्दा

मिट गया, जो आए वो, दौर ज़ालिमाना था

 

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

 

जश्न है ये उन का जो चाँद के करें टुकड़े

शान वो मिली रब से, पेड़ भी करें सज्दे

वो जो चाहें, सूरज भी डूब कर पलट आए

रब से मर्तबा पाया आप ने यगाना है

 

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

 

बारहवीं का नूर दिल पे छा गया

आ गए नबी, आ गए नबी

 

सरकार की आमद ! मरहबा !

दिलदार की आमद ! मरहबा !

ग़म-ख़्वार की आमद ! मरहबा !

मंठार की आमद ! मरहबा !

अव्वल की आमद ! मरहबा !

आख़िर की आमद ! मरहबा !

सरवर की आमद ! मरहबा !

दिलबर की आमद ! मरहबा !

 

आए बज़्म-ए-‘आलम में रहमत-ए-ख़ुदा बन कर

बे-सहारों, मज़लूमों का वो आसरा बन कर

दर्द मंदों के हक़ में बा’इस-ए-शिफ़ा बन कर

वो कि जिन को बिन देखे हर कोई दीवाना है

 

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

 

आमिना की गोदी में आए जब मेरे आक़ा

आसमाँ से तारे भी लेने आए थे सदक़ा

देख कर के का’बा भी उन को वज्द में आया

ज़िक्र उन की आमद का किस-क़दर सुहाना है

 

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

 

मुस्तफ़ा के सदक़े ही ये जहाँ बना, ‘आसिम !

ज़िंदगी भी है पाई, दीन-ए-हक़ मिला, ‘आसिम !

माल क्या है ! आक़ा पर जान भी फ़िदा, ‘आसिम !

जब तलक है जाँ बाक़ी, जश्न ये मनाना है

 

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

मेरे आक़ा आए हैं, सज गया ज़माना है

 

More Rabiul awwal Kalam 

Our Pages

Hamd-E-Baari-T’aala 

Naat-E-Paak         

Rabiul Awwal Mutalliq Kalam

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Shayar

Naat Khwan:

         Qawwali