Hoga Ya Hussain Lyrics | Nadeem Sarwar 2023 | 1445
Haañ! Kaisa Pyara Nara Hai Ye
Har Dill Ne Pukara Hai Ye
Mola Ye Hamara Hai
Ya Mola Ya Hussain
Mere Mola!
Sab Ne Dil Se Mana Hai Ye
Sabne Jisko Pana Hai Ye
Ham Sabka Khazana Hai
Ya Mola Ya Hussain
Mola Hamara Jiske Dil Me Bhi Rahega
Hurr Ki Tarha Se Uska Dil Bhi Ye Kahega
Tum Bemisal Mola Tum Lazawaal Mola
Har Dil Se Aa Rahi Hai Mola Ye Sada
Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Per Hoga, Hoga Ya Hussain
Hota Tha Ya Hussain Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahega Ya Hussain.. Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Teri Qurbani Mola Deti Hai Gawahi
Har Dil Pe Hogi Mola Teri Badshahi
Tera Hi Naam Hoga, Tera Paigham Hoga
Sabke Diloñ Me Hogi Zinda Karbala
Ghar Ghar Hoga Aapka Jab Aana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Per Hoga, Hoga Ya Hussain
(Shah Ast Hussain Badshah Ast Hussain
Wallah Diñ Ast Hussain Diñ Panah Ast Hussain)
Hoga Ya Hussain Hoga Hoga Ya Hussain
Aisa hai Aisa Mere Mola Ka Gharana
Rab Ne Banaya Jiski Khatir Ye Zamana
Sayyad Sultan Ka Ghar, Kulle Iman Ka Ghar
Naukar Hai Jiske ghar Ka Sara Ye Jahañ
Samjhenge Jab Aap ka Gharana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Per Hoga HogaYa Hussain
Hota Tha ya Hussain Hota Hai Ya Hussain Hota Rahega Ya Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Jo Na Kiya Kisi Ne Tumne Kar Dikhaya
Rahe Khuda Me Mola Ghar Ka Ghar Lutaya
Tum Par Salam Mola Har Sub’ho Shaam Mola
Tum Sa Nahi Hai Mola Koi Doosra
Hoga Har Insaan Jab Tumhara Ya Hussain
Sare Jahañ Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Per Hoga HogaYa Hussain
(Shah Ast Hussain Badshah Ast Hussain
Wallah! Diñ Ast Hussain Diñ Panah Ast Hussain)
Hoga Ya Hussain, Hoga Hoga Ya Hussain
(Aa Dekh Zara Ye Karbobala, Kya Noor Khuda ka Bikhra Hai
Hairan Karoro Aankhen Hain, Har Simt Hussain Ka Jalwa Hai)
Kal Jalta Hua Ik Sehra Tha Ab Jannat Ka Ik Tukda Hai
Kal Pak Hussain Akela Tha Ab Uske Sath Zamana Hai
Jo Beet Gaya Jo Aayega Har Daur Tumhara
Ya Hussain
Mola Hai Hamara Ya Hussain
Ham Sabka Hai Nara Ya Hussain
Mola Ya Hussain Hoga Hoga Ya Hussain
Mola Ya Hussain Hoga Hoga Ya Hussain
Jari Tha Jaari Hai Aur Jaari Hi Rahega
Har Gham Pe Gham Tumhara Bhari Hi Rahega
Tum Par Qurban Mola Ham Sabki Jaan Mola
Tumhi Rahoge Mola Seeno Me Sada
Dil Jab Hoga Aapka Thikana Ya Hussain
Sare Jahañ Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Pe Hoga HogaYa Hussain
Hota Tha ya Hussain Hota Hai Ya Hussain Hota Rahega Ya Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Jab Bhi Aayenge Mola Imam e Zamana
Unke Laboñ Pe Hoga Nauha Karbala Ka
Har Dil Bedar Hoga Shah Ka Zawwar Hoga
Sari Duniya Me Hoga Zikre Karbala
Matam Hoga Apka Phir Aisa Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain
Sare Jahan Ke Lab Pe Hoga HogaYa Hussain
Hota Tha ya Hussain Hota Hai Ya Hussain Hota Rahega Ya Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Shabbir Ke Jaisa Duniya Me Na Aaya Tha Na Aayega
Allah Se Aisa Ishq Bhala Ab Karke Kaun Dikhayega
Quran Shahe Wala Ki Tarah Naize Per Kon Sunayega
Ab Karbobala Jaisi Basti Na Koi Aur Basayega
Ya Shaahe Zaman, Ae Zakhmi Badan
Tera Deen Bhi Tu Bhi, Sachha Hai
Tu Zinda Hai, Paayinda Hai
Ye Sara Zamana Kahta Hai
Har Dil Ne Pukara Ya Hussain
Har Aankh Ka Tara Ya Hussain
Har Qaum Ka Nara Ya Hussain
Mola Hai Hamara Ya Hussain
Mola Hai Hamara Ya Hussain
Mola Hai Hamara Ya Hussain
Noha Khwan: Nadeem Sarwar
Poetry: Nadeem Sarwar & Jawad Jaffri
Hoga Ya Hussain Lyrics
Our Pages
Manqabat Shahidan e Karbala Nohey Lyrics
Manqabat Imam Hussain As Lyrics
Manqabat Bibi Sakina Sa Lyrics
Manqabat Bibi Fatima Sa Lyrics
Noha Khwan