Man Kunto Maula Lyrics 2022
Singer: Amjad baltistani | Sibtain Haider | Asghar Bangash
Man Kunto Maula
Pyare Nabi Ne Bola
Jiska Maiñ Maula
Uske Haiñ Ali Maula.
Man Kunto Maula Pyare Nabi Ne Bola
Jiska Maiñ Maula Uske Haiñ Ali Maula
Farman e Nabi Hai
Ali Rab Ka Wali Hai
Barbad Hua Jo Bhoola.
Man Kunto Maula Pyare Nabi Ne Bola
Jiska Maiñ Maula Uske Haiñ Ali Maula
Jo Is Din Ko Jhutlayega
Hañ Wo Munkir Kahlaye Ga
Maidan e Khum Ki Garmi Se
Wo Jal-Jal Kar Mar Jayega
Pahchan Karaaye
Hain Kaun Paraye
Ye Raaz Nabi Ne Khola.
Man Kunto Moula Pyare Nabi Ne Bola
Jiska Maiñ Maula Uske Haiñ Ali Maula
Duniya Mein Jo Maulayi Haiñ
Wo Hi To Bhai Bhai Hain
Hai Yaad Ghadeer e Khum Unko
Jo Aaqa Ke Shaidaayi Hain
Jab Eid Ye Aayi
Hum Sab Ne Manayi
Khush Ho Ke Ghadeeri Bola.
Man Kunto Moula Pyare Nabi Ne Bola
Jiska Maiñ Maula Uske Haiñ Ali Maula.
Jab Maula Aaye Mimber Par
To Goonj Utha Haider Haider
Na Bughz Ke Maare, Bhaag Sake
Ailan e Wilayat Se Bach Kar
Faulad Nahi The
Armaan Bhi Toote
Sunna Hi Pada Jo Bola.
Man Kunto Moula Pyare Nabi Ne Bola
Jiska Maiñ Maula Uske Haiñ Ali Maula.
Jo Ishq e Ali Mein Jeete Hain
Zeeshan Wahi To Hote Hain
Milte Nahi Jinko Maula Ali
Dar-asl Wahi To Khote Hain.
Khaliq Se Milaye
Qismat Chamkaye
Ye Ishq e Ali Ka Shola.
Man Kunto Moula Pyare Nabi Ne Bola
Jiska Maiñ Maula Uske Haiñ Ali Maula
Man Kunto Maula
Pyare Nabi Ne Bola Lyrics Hindi
मन कुन्तो मौला
प्यारे नबी ने बोला
जिसका मैं मौला
उसके हैं अली मौला
फ़रमान ए नबी है
अली रब दा वली है
बर्बाद हुआ जो भूला
मन कुन्तो मौला
प्यारे नबी ने बोला
जिसका मैं मौला
उसके हैं अली मौला
जो इस दिन को झुटलाएगा
हां वो मुन्किर कहलायेगा
मैदान-ए-खुम की गर्मी से
वो जल-जल कर मर जायेगा
पहचान कराए
हैं कौन पराए
ये राज़ नबी ने खोला
मन कुन्तो मौला
प्यारे नबी ने बोला
जिसका मैं मौला
उसके हैं अली मौला
दुनिया में जो मौलाई हैं
वो ही तो भाई भाई हैं
है याद ग़दीर ए ख़ुम उनको
जो आक़ा के शैदाई हैं
जब ईद ये आई
हम सब ने मनाई
खुश हो के ग़दीरी बोला
मन कुन्तो मौला
प्यारे नबी ने बोला
जिसका मैं मौला
उसका अली मौला
जब मौला आए मिम्बर पर
तो गूंज उठा हैदर हैदर
ना बुग़्ज़ के मारे, भाग सके
ऐलान ए विलायत से बच कर
फ़ौलाद नहीं थे
अरमान भी टूटे
सुनना ही पड़ा जो बोला
मन कुन्तो मौला
प्यारे नबी ने बोला
जिसका मैं मौला
उसके हैं अली मौला
जो इश्क़ ए अली में जीते हैं
ज़ीशान वही तो होते हैं
मिलते नहीं जिनको मौला अली
दर-अस्ल वही तो खोते हैं
ख़ालिक़ से मिलाये
क़िस्मत चमकाये
ये इश्क़ ए अली का शोला
मन कुन्तो मौला
प्यारे नबी ने बोला
जिसका मैं मौला
उसके हैं अली मौला
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam