तुम अपना दामन बिछा के मांगों हुज़ूर देंगे ज़रूर देंगे
दिलों को कासा बना के मांगो हुज़ूर देंगे ज़रूर देंगे
करीम दाता, रहीम आक़ा के दर पे कोई कमी नहीं है
गदाओं आंसू बहा के मांगो हुज़ूर देंगे ज़रूर देंगे
जहां से मौला अली ने मांगा जहां से हर इक वली ने मांगा
उन्ही की चौखट पे जाके मांगो हुज़ूर देंगे जरूर देंगे
रसूल ए अकरम के आस्ताने से मांगने का उसूल ये है
दुरुद लब पर सजा के मांगो हुज़ूर देंगे ज़रूर देंगे
उन्हीं से मज़बूत कर लो नाता जो देके एहसां नहीं जताते
उन्हीं को दिल में बसा के मांगो हुज़ूर देंगे ज़रूर देंगे
रसूल ए अकरम की नात ख़ालिद ज़माने भर को सुना चुके हो
हुज़ूर को भी सुना के मांगो हुज़ूर देंगे ज़रूर देंगे
Tum Apna Daman Bichha Ke Mango
Huzoor Denge Zaroor Denge
Dilon Ko Kasa Bana Ke Maango
Huzoor Denge Zaroor Denge
Karim Data, Rahim Aaqa Ke Dar Pe
Koi Kami nahin Hai
Gadaon Aansu Baha Ke Maango
Huzoor Denge Zaroor Denge
Jahan Se Maula Ali Ne Manga
Jahan Se Har Ik Wali Ne Manga
Unhi Ki Chaukhat Pe Ja Ke Maango
Huzoor Denge Zaroor Denge
Rasool e Akram Ke Aastane Se
Mangne Ka Usool Ye Hai
Durood Lab Par Saja Ke Maango
Huzoor Denge Zaroor Denge
Unhi Se Mazboot Kar Lo Naata
Jo De Ke Ehsan Nahin Jata Te
Unhi Ko Dil Me basa Ke Maango
Huzoor Denge Zaroor Denge
Rasool e Akram Ki Naat Khalid
Zamane Bhar Ko Suna Chuke Ho
Huzoor Ko Bhi Suna Ke Maango
Huzoor Denge Zaroor Denge
Tum Apna Daman Bicha Ke Mango Naat Lyrics
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam