Hui Sarkar ki aamad zamana ho gaya roushan lyrics

Hui Sarkar ki aamad zamana ho gaya roushan

Zameen o aasma ka karkhana ho gaya roushan

हुई सरकार की आमद ज़माना हो गया रौशन
ज़मीन ओ आसमां का कारखाना हो गया रौशन

 

Rabi-un-noor me jab noor ka baata gaya sadqa

Zami chamki falak ka shamiyana ho ho gaya roushan

रबीउन्नूर में जब नूर का बांटा गया सदक़ा
ज़मी चमकी फ़लक का शामियाना हो गया रौशन

 

Shabe tarikiyon me jab muskuraaye sawar e aalam

Janab e aayasha ka aashiyana ho ho gaya roushan

शबे तारीक में जब मुस्कुराये सरवर ए आ़लम
जनाब ए आयशा का आशियाना हो गया रौशन

 

Shabe asra ke doola raat jab aaye mere ghar par

Qadam unke pade mera gharana ho ho gaya roushan

शबे असरा के दूला रात जब आये मेरे घर पर
क़दम उनके पड़े मेरा घराना हो गया रौशन

 

Tufail e aala hazrat ghause azam ki mili nisbat

Mere fikr o amal ka aastana ho gaya roushan

तुफ़ैल ए आला हज़रत ग़ौसे आज़म की मिली निस्बत
मेरे फ़िक्र ओ अमल का आस्ताना हो गया रौशन

 

Naat Khwan: Noor Ahmad Noor Khalilabadi


Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *