खिला मेरे दिल की कली ग़ौस ए आज़म लिरिक्स हिंदी | Khila Mere Dil Ki Kali Ghous e Azam Lyrics in Hindi
खिला मेरे दिल की कली ग़ौस ए आज़म
खिला मेरे दिल की कली ग़ौस ए आज़म
मिटा क़ल्ब की बे कली ग़ौस ए आज़म
मेरे चांद मैं सदक़े आजा इधर भी
चमक उठे दिल की गली ग़ौस ए आज़म
तेरे रब ने मालिक किया तेरे ज़द को
तेरे घर से दुनिया पली गौसे आज़म
वह है कौन ऐसा नहीं जिसने पाया
तेरे दर पे दुनिया ढली गौसे आज़म
कहा जिसने “या ग़ौस अग़िसनी” तो दम में
हर आयी मुसीबत, टली ग़ौस ए आज़म
नहीं कोई भी ऐसा फरियादी आक़ा
ख़बर जिसकी तुमने न ली गौसे आज़म
मेरी रोज़ी मुझको अता करदे आक़ा
तेरे दर से दुनिया ने ली गौसे आज़म
न मांगू मैं तुमसे तो फिर किससे मांगू
कहीं और भी है चली गोसे आजम
सदा गर यहां मैं न दूं तो कहां दूं
कोई और भी है गली ग़ौस ए आज़म
जो क़िस्मत हो मेरी बुरी, अच्छी कर दे
जो आदत हो बद, कर भली ग़ौस ए आज़म
तेरा मर्तबा आला क्यों ना हो मौला
तू है इब्न ए मौला अली ग़ौस ए आज़म
क़दम गर्दन ए औलिया पर है तेरा
है तू रब का ऐसा वली ग़ौस ए आज़म
जो डूबी थी कश्ती वह दम में निकाली
तुझे ऐसी क़ुदरत मिली ग़ौस ए आज़म
हमारा भी बेड़ा लगा दो किनारे
तुम्हें नाखुदाई मिली ग़ौस ए आज़म
तबाही से नाव हमारी बचा लो
हवा ए मुख़ालिफ़ चली ग़ौस ए आज़म
तुझे तेरे ज़द से, उन्हें तेरे रब से
है इ़ल्म ए ख़फ़ी ओ जली ग़ौस ए आज़म
मेरा हाल तुझ पर है ज़ाहिर, के पुतली
तेरी लौह से जा मिली गोसे आजम
ख़ुदा ही के जल्वे नज़र आए जब भी
तेरी चश्म ए हक़ है खुली ग़ौस ए आज़म
फ़िदा तुम पे हो जाए नूरी ए मुज़्तर
यह है इसकी ख़्वाहिश दिली ग़ौस ए आज़म
कलाम: मुफ़्ती-ए-आज़म ए हिंद
किताब: सामान ए बख़्शिश
Khila Mere Dil Ki Kali Ghause Azam Lyrics English
Khila Mere Dil Ki Kali Ghause Azam
Mita Qalb Ki Be-kali Ghause Azam
Mere Chand Maiñ Sadqe Aaja Idhar Bhi
Chamak Utthe Dil Ki Gali Ghause Azam
Tere Rab Ne Malik Kiya Tere Zad Ko
Tere Ghar Se Duniya Pali Ghause Azam
Wo Hai Kaun Aisa Nahiñ Jisne Paya
Tere Dar Se Duniya Dhali Ghause Azam
Kaha Jisne Ya Gaus “Aaghsini” To Dam Main
Har Aayi Musibat Tli Ghause Azam
Nahiñ Koi Bhi Aisa Fariyadi Aaqa
Khabar Jiski Tumne Na Li Ghause Azam
Meri Rozi Mujhko Ata Kar De Aaqa
Tere Dar Se Duniya Ne Li Ghause Azam
Na Maañgu Maiñ Tujhse To Fir Kis Se Maañgu
Kahiñ Aur Bhi Hai Chali Ghause Azam
Sada Gar Yahañ Maiñ Na Duñ To Kahañ Duñ
Koi Aur Bhi Hai Gali Ghause Azam
Jo Qismat Ho Meri Buri Acchi Kar De
Jo Aadat Ho Bad, Kar Bhali Ghause Azam
Tera Martba Aala Kyoñ Na Ho Maula
Tu Hai Ibne Maula Ali Ghause Azam
Qadam Gardan E Auliya Par Hai Tera
Tu Hai Rab Ka Aisa Wali Ghause Azam
Jo Doobi Thi Kashti Wo Pal Me Nikaali
Tujhe Aisi Qudrat Mili Ghause Azam
Hamara Bhi Beda Laga Do Kinare
Tumheñ Na Khudayi Mili Ghause Azam
Tabahi Se Nao Hamari Bacha Lo
Hawa E Mukhalif Chali Ghause Azam
Tujhe Tere Zad Se Unheñ Tere Rab Se
Hai Ilm-E-Khafi-O-Jali Ghause Azam
Mera Haal Tujh Par Hai Zahir, Ke Putli
Teri Loh Se Ja Mili Ghause Azam
Khuda Hi Ke Jalwe Nazar Aaye Jab Bhi
Teri Chashme Haq Hai Khuli Ghause Azam
Fida Tum Par Ho Jaaye Noori-E-Muztar
Ye Hai Iski Khwahish Dili Ghause Azam
Urdu Hindi And English lyrics
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar
khila mere dil ki kali ghouse azam lyrics in hindi