Rukh-e-Mahboob-e-Subhani Ke Sadqe Lyrics
रुख़-ए-महबूब-ए-सुब्हानी के सदक़े
रुख़-ए-महबूब-ए-सुब्हानी के सदक़े
मैं उस तस्वीर-ए-नूरानी के सदक़े
Rukh-e-Mahboob-e-Subhani Ke Sadqe
Maiñ Us Tasveer-e-Noorani Ke Sadqe
शह-ए-इक़्लीम-ए-इरफ़ानी के सदक़े
जनाब-ए-ग़ौस-ए-समदानी के सदक़े
Shah-e-Iqleem-e-Irfani Ke Sadqe
Janab-e-Ghaus-e-Samdaani Ke Sadqe
मुईनुद्दीन अजमेरी के क़ुर्बां
मुहियुद्दीन जीलानी के सदक़े
Moinuddin Ajmeri Ke Qurbañ
Muhaiuddin Jeelani Ke Sadqe
बना है सीना गुलज़ार-ए-ख़लीली
मैं अपने दर्द-ए-पिनहानी के सदक़े
Bana Hai Gulzar-e-Khalili
Maiñ Apne Dard-e-Pinhaani Ke Sadqe
तसद्दुक़ महज़बीनों पर ज़माना
मैं अपने पीर-ए-ला-सानी के सदके़
Tasdduq Mahzabeeno Par Zamana
Maiñ Apne Peer-e-La-Saabi Ke Sadqe
फ़िदा बेदम ‘अली के लाडलों पर
रसूलुल्लाह के जानी के सदक़े
Fida Bedam! ‘Ali Ke Laadloñ Par
Rasoolallah Ke Jaani Ke Sadqe
Naat Khwan: Hooria Faheem
Lyrics: Bedam Shah Warsi
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar