आसरा मेरे दिल का ला इलाहा इल्लल्लाह | Aasra Mere Dil Ka La Lyrics
आसरा मेरे दिल का ला इलाहा इल्लल्लाह
अर्श पे लिखा देखा ला इलाहा इल्लल्लाह
Aasra Mere Dil Ka La Ilaha Illallah
Arsh Pe Likha Dekha La Ilaha Illallah
कितनी मीठी बातें थी आप की ख़ुदा जाने
पत्थरों ने पढ़ डाला ला इलाहा इल्लल्लाह
Kitni Meethiñ Baatein Thi Aapki Khuda Jane
Pattharon Ne Padh Dala La Ilaha Illallah
दुश्मनों ने डाली है धूल हर घड़ी लेकिन
चाँद की तरह चमका ला इलाहा इल्लल्लाह
Dushmano Ne Daali Hai Dhool Har Ghadi Lekin
Chand Ki Tarha Chamka La Ilaha Illallah
छुट रही हो जब दुनिया, रो रहे हों घर वाले
लब पे हो, मेरे मौला ! ला इलाहा इल्लल्लाह
Chhut Rahi Ho Jab Duniya, Ro Rahe Hon Ghar Wale
Lab Pe Ho, Mere Maula, La Ilaha Illallah
काइनात-ए-‘आलम में जब भी तोला जाएगा
सब से भारी निकलेगा ला इलाहा इल्लल्लाह
Kaynat-e-Aalam Me Jab Bhi Tola Jayega
Sab Se Bhaari Niklega La Ilaha Illallah
चाहे दम निकल जाए, ये बिलाल कहते थे
मेरे मुँह से निकलेगा ला इलाहा इल्लल्लाह
Chahe Dam Nikal Jaye, Ye Bilal Kahte Hain
Mere Muh Se Niklega La Ilaha Illallah
कितने इंक़िलाब आए, ऐ नसीम ! दुनिया में
आज तक नहीं बदला ला इलाहा इल्लल्लाह
Kitne Inqilab Aaye, Ae Nasim! Duniya Me
Aaj Tak Nahi Badla La Ilaha Illallah
शायर: नसीम फ़तेहपुरी
नशीद-ख़्वाँः मौलाना मुक़ाद जिसोरी
मौलाना क़मरुल हक़
गुल-ए-सबा फ़तेहपुर
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar