क़दम-क़दम पे ख़ुदा की मदद पहुंचती है
Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Lyrics
Naat Khwan: Owais Raza Qadri
Album: Mujhe Rung De Moula
क़दम-क़दम पे ख़ुदा की मदद पहुंचती है
दुरूद से मेरे दिल को रसद पहुंचती है
Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Pahunchti hai
Durood Se Mere Dil Ko Rasad Pahunchti hai
ये आसमां भी वहां तक नहीं पहुंच सकता
जहां तक आपके क़दमों की हद पहुंचती है
Ye Asma.n Bhi Wahan Tak Nahi Pahunch Sakta
Jahan Tak Aapke Qadmon ki hadd Pahunchti Hai
दुरूद से मेरे दिल को रसद पहुंचती है
क़दम-क़दम पे ख़ुदा की मदद पहुंचती है
Durood Se Mere Dil Ko Rasad Pahunchti hai
Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Pahunchti hai
सर अपना पाए रिसालत मआ़ब पर रख दूं
तो आसमां पे बुलंदी-ए-क़द पहुंचती है
Sar Apna Paaye Risalat Ma’aab Per Rakh Doon
To Aasma.n Pe Bulandi-e-Qad Pahunchti Hai
दुरूद से मेरे दिल को रसद पहुंचती है
क़दम-क़दम पे ख़ुदा की मदद पहुंचती है
Durood Se Mere Dil Ko Rasad Pahunchti hai
Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Pahunchti hai
जुलूस-ए-इश्क़े नबी का हो जिस तरफ़ से गुजर
मेरे जुनू को भी लेकर ख़िरद पहुंचती है
Juloos-e-Ishqe-Nabi Ka Ho Jis Taraf Se Guzar
Mere junoo.n Ko Bhi le Kar Khirad Pahunchti Hai
दुरूद से मेरे दिल को रसद पहुंचती है
क़दम-क़दम पे ख़ुदा की मदद पहुंचती है
Durood Se Mere Dil Ko Rasad Pahunchti hai
Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Pahunchti hai
दुरूद का दिया जाता है जब सवाब मुझे
बहिश्त तक मेरी दो ग़ज़ लहद पहुंचती है
Durood Ka Dia Jata Hai Jab Sawab mujhe
Bahisht Tak Meri Do Gaz Lahad Pahunchti Hai
दुरूद से मेरे दिल को रसद पहुंचती है
क़दम-क़दम पे ख़ुदा की मदद पहुंचती है
Durood Se Mere Dil Ko Rasad Pahunchti hai
Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Pahunchti hai
सलाम-ओ-नात मुज़फ्फर यहां मैं पढ़ता हूँ
क़ुबूलियत की ह़रम से सनद पहुंचती है
Salam-o-Naat Muzaffar Yaha.n Main Padhta Hoon
Qubooliat Ki Haram Se Sanad Pahunchti Hai
दुरूद से मेरे दिल को रसद पहुंचती है
क़दम-क़दम पे ख़ुदा की मदद पहुंचती है
Durood Se Mere Dil Ko Rasad Pahunchti hai
Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Pahunchti hai
Hindi and English Lyrics
| Naat-E-Paak|
| Khalid Mahmud ‘Khalid’ | Allama Saim Chishti | Bedam Warsi | Ajmal Sultanpuri Naat | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan
| QAWWALI |
| Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ | Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hassan Akhtar