दरबार-ए- नबी पे सर रखकर फिर नात लिरिक्स हिन्दी में
Darwar-e-Nabi Pe Sar Rakhkar Phir Naat Lyrics
Scroll Down For English Lyrics
दरवार-ए- नबी पे सर रखकर
फिर सर को वहां से उठाना क्या
मस्ताने नहीं सोचा करते फिर हमको कहेगा ज़माना क्या
आदाब-ए-नबूबत ऐ लोगों
किरदार-ए-मलायक से पूछो
जिब्रील इजाज़त लेते हैं,
है मेरे नबी का घराना क्या
है जिसका मज़ारों से रिश्ता,
फ़िरदौस ही उसकी मंज़िल है
मस्ताने नहीं सोचा करते फिर हमको कहेगा ज़माना क्या
जो मस्जिद मस्जिद फिरता है
उस शख़्स का कोई ठिकाना क्या
मस्ताने नहीं सोचा करते फिर हमको कहेगा ज़माना क्या
मा-कुन्ता-तकूलो का मतलब
क्या करके मरे हो वो बोलो
दुनिया में इन्हें माना ही नहीं
अब इ़श्क़ की ज्योति जगाना क्या
मस्ताने नहीं सोचा करते फिर हमको कहेगा ज़माना क्या
है सारी सजावट का रिश्ता
कौनैन के दूलाह से फ़ैज़ी
घर बार-ए-हिमी को सजाया नहीं
अब शादी में है सजाना क्या
मस्ताने नहीं सोचा करते फिर हमको कहेगा ज़माना क्या
Shayar: Habibullah Faizi
Naat Khwan: Habibullah Faizi
Darbar e nabi pe sar rakhkar Naat Lyrics
Darbar e nabi pe sar rakhkar
Phir sar ko wahan se uthana kya
Mastane nahi socha karte
Phir hamko kahega zamana kya
Aadab e nabubat ae logo
Kirdar e malayak se poonchho
Jibreel ijazat lete hain
Hai mere nabi ka gharana kya
Hai jiska mazaron se risha
Firdous hi uski manzil hai
Mastane nahi socha karte
Phir hamko kahega zamana kya
Jo masjid masjid phirta hai
Us shakhs ka koi thikana kya
Mastane nahi socha karte
Phir hamko kahega zamana kya
Ma-kunta-takoolo ka matlab
Kya kar ke mare ho wo bolo
Duniya me inhe mana hi nahin
Ab ishq ki jyot jagana kya
Mastane nahi socha karte
Phir hamko kahega zamana kya
Hai saari sajawat ka rishta
Kaunain ke dula se faizi
Ghar baar e himi ko sajaya nahin
Ab shaadi me hai sajana kya
Mastane nahi socha karte
Phir hamko kahega zamana kya
दरबार-ए- नबी पे सर रखकर Naat Lyrics
Related Post:
- Aql Mahdood Hai Ishq Hai Be Karaañ
- Aayate Aayton Se Milakar Naat Lyrics
- Aa Gaye Huzoor Aa Gaye Lyrics
- Agar Milta Na Is Dar Ka Sahara Ya Rasool Allah
- Dame Iztirab Mujhko Jo Khayal e Yaar Aye
- Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Lot Raha Ho
Our Pages
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|