इधर भी निगाह ए करम ग़ौस ए आज़म, करो दूर रंजो अलम ग़ौस ए आज़म… | Idhar Bhi Nigah e Karam Ghous e Azam Lyrics in Hindi | Manqabat Shahe Jilañ Lyrics in Hindi
Read in English | اردو میں پڑھیے
इधर भी निगाह ए करम ग़ौस ए आज़म
इधर भी निगाह ए करम ग़ौस ए आज़म
करो दूर रंजो अलम ग़ौस ए आज़म
वह रुतबा तेरा है के जितने वली हैं
सभी तेरे ज़ेर ए क़दम ग़ौस ए आज़म
है गर्दन में तेरी गुलामी का पट्टा
तुझी से मेरा भरम ग़ौस ए आज़म
“तेरा हूं मैं तेरा” मेरे इस कहे का
सर ए हश्र रखना भरम ग़ौस ए आज़म
मुझे ख़्वाब में आके जलवा दिखा दो
करो आज की शब करम गौसे आज़म
जिला पाएगा दिल ‘उबेद ए रज़ा’ का
ज़रा रख दो अपना क़दम गौसे आज़म
Idhar bhi nigah e karam Ghous e Azam Lyrics in English
Idhar bhi nigah e karam Ghous e Azam
Karo door ranjo alam Ghous e Azam
Wo Rutba Tera Hai Ke Jitne Wali Haiñ
Sabhi Tere Zer e Qadam Ghous e Azam
Hai gardan mein teri ghulami ka patta
Tujhi se hai mera bharam Ghaus e Azam
“Tera hooñ main tera” mere is kahe ka
Sare hashr rakhna bharam Ghaus e Azam
Mujhe khwab mein aake jalwa dikha do
Karo aaj ki shab karam ghouse azam
Jila paayega dil ‘Ubaid e Raza’ ka
Zara rakh do apna qadam Ghouse Azam
Urdu, Hindi And English lyrics
| Naat-E-Paak|
Khalid Mahmud ‘Khalid’ | Allama Saim Chishti | Bedam Warsi | Ajmal Sultanpuri Naat | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan
| Qawwali |
| Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ |Nazir Ejaz Faridi | Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hasan |