अहमद रज़ा का ताज़ा गुलिस्तां है आज भी
Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
Naat Khwan: Owais Raza Qadri
अहमद रज़ा का ताज़ा गुलिस्तां है आज भी
खुर्शीद-ए-इ़ल्म उनका दरख्शां है आज भी
Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
Khursheed-e-Ilm Unka Darakhshan Hai Aaj Bhi
ईमान पा रहा है हलावत की नेमतें
और कुफ्र तेरे नाम से लर्ज़ा है आज भी
Imaan Paa Raha Hai Halawat Ki Nematein
Aur Kufr Tere Naam Se Larza Hai Aaj Bhi
किस तरह इतने इ़ल्म के दरिया बहा दिए
उल्मा-ए-ह़क़ की अक्ल तो हैरां है आज भी
Kis Tarha Itne Ilm Ke Dariya Baha Diye
Ulma-e-Haq Ki Aql To Hairan Hai Aaj Bhi
सब उनसे जलने वालों के गुल हो गए चराग़
अहमद रज़ा की शमआ फरोज़ा है आज भी
Sab Unse Jalne Walon Ke Gul Ho Gaye Charagh
Ahmad Raza Ki Sham’aa Faroza Hai Aaj Bhi
खिदमत कुरआन-ए-पाक की वो लाजवाब की
राज़ी रज़ा से साहिब-ए-कुरआं है आज भी
Khidmat Kuraan-e-Paak Ki Wo La-jawab Ki
Raazi Raza Se Saahib-e-Kuraan Hai Aaj Bhi
तुम क्या गए के रौनक़-ए-महफ़िल चली गई
शेर-ओ-अदब ज़ुल्फ़ परेशां है आज भी
Tum Kya Gaye Ke Rounk-e-Mahfil Chali Gaai
Sher-o-Adab Zulf Pareshan Hai Aaj Bhi
लिल्लाह अपने फ़ैज़ से फिर काम लीजिए
फ़ित्नों के सर उठाने का इम्कां है आज भी
Lillah Apne Faiz Se Fir Kaam Lijiye
Fitno Ke Sar Uthane Ka Imkan Hai Aaj Bhi
मिर्ज़ा सरे नियाज़ झुकाता है इसलिये
इ़ल्म-ओ-अदब पे आपका एहसां है आज भी
Mirza Sarey Niyaaz Jhukata Hai Isliye
Ilm-o-Adab Pe Aapka Ahsa.n Hai Aaj Bhi
Related Post:
- Sunnaton Par Chalun Aur Chalane Lagun
- Be-Kason Ka Sahara Bareilly Mein Hai
- Wah Kya Baat Aala Hazrat Ki
- Jaari Hai Faizan Ala Hazrat Ka Lyrics
- Hum Sunni To Aala Hazrat Waley Hain
- Aala Hazrat Hamari Jaan Hain Lyrics
- Mera Markaz Bareilly Hai Lyrics
- Mere Tajo shariya Ki Kya Shan Hai
अहमद-रज़ा-का-ताज़ा Lyrics,अहमद-रज़ा-का-ताज़ा गुलिस्तां है आज भी
Our Pages
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|