Zamane Bhar Me Hai Charcha Raza Ka Lyrics
Bayañ Kaise Karuñ Rutba Raza Ka
Zamane Bhar Me Hai Charcha Raza Ka
Diya Hai Umr Bhar Dars-e-Mohabbat
Mujhe Pyara Laga Uswa Raza Ka
Bayañ Kaise Karuñ Rutba Raza Ka
Arab Waloñ Ne Unki Baat Maani
Bada Mazboot Hai Fatwa Raza Ka
Bayañ Kaise Karuñ Rutba Raza Ka
Mazaroñ Me Bahareñ Aaj Jo Haiñ
Qasam Rab Ki Ye Hai Sadqa Raza Ka
Bayañ Kaise Karuñ Rutba Raza Ka
Bahaawi Bhaaga Us Dam Dum-Dabakar
Pada Hai Jis Ghadi Koda Raza Ka
Bayañ Kaise Karuñ Rutba Raza Ka
Zamana Jaanta Hai Sayyedoñ Se
Bada Mazboot Hai Rishta Raza Ka
Bayañ Kaise Karuñ Rutba Raza Ka
Raza Se Jalne Wale Mit Gaye Sab
Magar Hai Aaj Bhi Charcha Raza Ka
Bayañ Kaise Karuñ Rutba Raza Ka
Jahañ Jaye Yehi Sunta Hai’ Aasim
Ke Beshaq Tu Diwana Hai Raza Ka
Bayañ Kaise Karuñ Rutba Raza Ka
Manqabat Khwan: Hasan Raza Noshahi
Shayar: Muhammad Aasimul Qadri
Zamane Bhar Me Hai Charcha Raza Ka Lyrics
Our Pages
Naat-E-Paak
Rabiul Awwal Se Mutalliq Kalam
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar