Ye Dil Bhi Hussaini Hai Manqabat Lyrics
ये दिल भी हुसनी है ये जां भी हुसैनी है
Ye Dil Bhi Hussaini Hai, Ye Jaan Bhi Hussaini Hai
Sud-Shukr Ke Apna To Eeman Bhi Hussaini Hai
ये दिल भी हुसनी है, ये जां भी हुसैनी है
सद-शुक्र के अपना तो ईमान भी हुसैनी है
Tu Maaney Ya Na Maaney Apna To Aqida Hai
Har Qari Ke Hoton Par Quraan Bhi Hussaini Hai
तू माने या ना माने, अपना तो अक़ीदा है
हर क़ारी के होठों पर कुरआन भी हुसनी है
Rounaq Hai Masajid Me Shabbir Ke Sadqe Se
Mimber Bhi Hussaini Hai, Aajan Bhi Hussaini Hai
रौनक़ है मसाजिद में शब्बीर के सदक़े से
मिम्बर भी हुसनी है, अजां भी हुसैनी है
Jibreel Jhulata Hai Hassnain Ke Jhoole Ko
Lagta Hai Ki Aaqa Ka Darban Bhi Hussaini Hai
जिबरील झुलाता है हसनैन के झूले को
लगता है कि आक़ा का दरबां भी हुसैनी है
Girne Nahin Deta Hai Kandhon Se Nawason Ko
Kya Khoob Ki Nabiyon Ka Sultan Bhi Hussaini Hai
गिरने नहीं देता है कांधों से नवासों को
क्या खूब कि नबियों का सुल्तां भी हुसैनी है
Dhadkan Ki Nagariya Me Dekha To Nazar Aaya
Hasrat Bhi Hussaini Hai, Dhadkan Bhi Hussaini Hai
धड़कन की नगरिया में देखा तो नज़र आया
हसरत भी हुसैनी है, धड़कन भी हुसैनी है
Tum Samjho Ya Na Samjho, Ae Ahle Jahan Lekin
Hai Lab Pe Jo Haqim Ke Ye Bayan Bhi Hussaini Hai
तुम समझो या ना समझो, ऐ अहले जहाँ लेकिन
है लब पे जो हाक़िम के ये बयां भी हुसैनी है
Hindi and English Lyrics
| Naat-E-Paak|
| Khalid Mahmud ‘Khalid’ | Allama Saim Chishti | Bedam Warsi | Ajmal Sultanpuri Naat | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan
| QAWWALI |
| Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ | Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hassan Akhtar