Wo Khaliq Hai Sabka Wo Raziq Hai Aala Hamd Lyrics
Wo khaliq hai sabka wo raziq hai aala
Tu nemat ko rab ki bhala kaise bhoola
Gunahon ko tere chhupata hai mola
Teri shaan o Shaukat banata hai mola
Tujhe takhte Shahi dilata hai mola
Farishton se afzal batata hai mola
Wo khaliq hai sabka wo raziq hai aala
Tu nemat ko rab ki bhala kaise bhoola
Mere lab pe mithi Jo guftaar hai
Inayat hai rab ki Han iqrar hai
Kyun nemat se rab tu bezaar hai
Khuda ke hi dam se ye sansaar hai
Wo khaliq hai sabka wo raziq hai aala
Tu nemat ko rab ki bhala kaise bhoola
Chaman me hasin rang chhane lage
Chand suraj bhi rangat dikhane Lage
Parinde bhi cheekhein lagane lage
Khuda ki wo tasbeeh sunane lage
Wo khaliq hai sabka wo raziq hai aala
Tu nemat ko rab ki bhala kaise bhoola
Musibat se sabko bachata hai har dam
Wo apne hi chashme pilata hai hardam
Wo munkir ko apne khilaata hai har dam
Wo shafqat sabhi pe dikhata hai har dam
Wo khaliq hai sabka wo raziq hai aala
Tu nemat ko rab ki bhala kaise bhoola
Tera zain koi nahin Hai kahin Bhi
Khuda Ka hi Dar bas ama Hai ami bhi
Usi ke hi aage jhukegi jabin bhi
Hai rahmat khuda ki juda bhi haseen bhi
Wo khaliq hai sabka wo raziq hai aala
Tu nemat ko rab ki bhala kaise bhoola
Recited by: Hafiz Gufran
written by: Zainulabadeen Zulqurooh
Wo Khaliq Hai Sabka Hamd Lyrics Hindi
वो खालिक़ है सबका वो राज़िक़ है आला
तू नेमत को रब की भला कैसे भूला
गुनाहों को तेरे छुपाता है मौला
तेरी शान ओ शौकत बनाता है मौला
तुझे तख्त ए शाही दिलाता है मौला
फ़रिश्तों से अफ़ज़ल बताता है मौला
वो खालिक़ है सबका वो राज़िक़ है आला
तू नेमत को रब की भला कैसे भूला
मेरे लब पे मीठी जो गुफ़्तार है
इनायत है रब की हां इक़रार है
क्यूं नेमत से रब की तू बेज़ार है
ख़ुदा के ही दम से ये संसार है
वो खालिक़ है सबका वो राज़िक़ है आला
तू नेमत को रब की भला कैसे भूला
चमन में हसीं रंग छाने लगे
चांद सूरज भी रंगत दिखाने लगे
परिंदे भी चीखें लगाने लगे
खुदा की वो तस्वीह सुनाने लगे
वो खालिक़ है सबका वो राज़िक़ है आला
तू नेमत को रब की भला कैसे भूला
मुसीबत से सब को बचाता है हरदम
वो अपने ही चश्मे पिलाता है हरदम
वो मुनकिर को अपने खिलाता है हरदम
वो शफ़्क़त सभी पे दिखाता है हरदम
वो खालिक़ है सबका वो राज़िक़ है आला
तू नेमत को रब की भला कैसे भूला
तेरा ज़ैन कोई नहीं है कहीं भी
ख़ुदा का ही दर बस अमां है अमीं भी
उसी के ही आगे झुकेगी जबीं भी
है रह़मत ख़ुदा की जुदा भी हसीं भी
वो खालिक़ है सबका वो राज़िक़ है आला
तू नेमत को रब की भला कैसे भूला
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam