Tajdar e Haram Ho Nigah e Karam Qawwali lyrics
Singer: Sabri Brothers Qawwal
Shayar: Shahzada Mirza Muhammad Hakim (1533-1585), The Second Son of Mughal Emperor Humayun
हिंदी लिरिक्स के लिए यहां टच कीजिए
Aaa aa…. He
Saba …
Saba tahayyate shoqam ba aañ janab rasañ
Hadise zarra e Miskiñ ba aaftaab rasan
Dar aañ Maqaam ke aaram ghaahe aqdase oo
Zimi biboso salaame mane kharab rasan
Qismat mein meri chain say jeena likh de
doobe na kabhi mera safina likh de.
Aaa..
Qismat mein meri chain say jeena likh de
doobe na kabi mera safina likh de.
jannat bhi gawara ha..
jannat bhi gawara hai magar mere liye
Ay kaatib-e-tadqeer, Madina likh de….
Taajdaar e Haram ho Nigaah-e-Karam
Tajdar e Haram ho Nigaah-e-Karam
Hum ghareebon k din bhi sanwar jaeingey
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam
Hum ghareebon k din bhe sanwar jaeingay
Taajdaar-e-Haram
Aaaa..
Taajdar e Haram ho Nigaah-e-Karam
Hum ghareebon k din bhe sanwar jaein gay
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam
Hum ghareebon k din bhe sanwar jaein gay
Taajdaar e Haram ho Nigaah-e-Karam
Nigahe karam
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam ×5
Chashm-e-Rehmat bekusha soo-e-man andaaz nazar
Ay Qureshi laqabi Hashmi o Muttalabi
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam…
Hum ghareeboon k din bhe sanwar jaein ge
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam
Hum ghareeboon k din bhe sanwar jaaein ge
Ya Rasool Allah ba ahwal e kharab e maa bibeeñ
Roo ba khaak uftaada am az sharmo isiyan dar zameen
Muznab e choon man na baashad dar tamami ummatat
Rehmakun bar haale ma ya Rehmatallil aalamin
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam.
Ho karam
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam
Hum ghareebon ke din bhi sanwar jaein ge
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam.
Ho karam
Tori preet mein sudh budh sub bisri ×3
Zehaale miskin makun taghaful
duraaye naina banaye batiyan
K taabe hijran na daaram ay jaan
na lehu kaahe lagaaye chhhatiyan
Chu shamme souza, Chu zarra hairan
Hamesha giriyan ba ishk aanme
Na need naina na ang chaina
Na aap aabai na bheje batiyan..
Tori preet mein sudh budh sub bisri
Tori preet mein sudh budh sub bisri
Tori preet mein sudh budh sub bisri
kab tak ye rahegi be khabari
Tori preet mein sudh budh sub bisri
kab tak ye rahegi be khabari
Tori preet mein sudh budh sub bisri
Aaa..
Jo jaane waale madine k hain sune wo zara
Shahe madina se itna zurur keh dena
K ek zakhmi e teere nigeh nazar jo pada
Tadap tadap ke wo kehta tha ya Rasoolallah
Tori preet mein sudh budh sub bisri ×3
kab tak ye rahegi be khabari
Tori preet mein sudh budh sub bisri
kab tak ye rahegi be khabari
Gaahe ba figan duzdeeda nazar
kabhi sun bhi to lo humri batiyan
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam.
Tajdar e Haram ho Nigaah-e-Karam
Kehna Saba huzur se kehta hai ek ghulam
Bas ik nazar ho ek nazar ka sawaal hai
Ya Mustafa
Ya Mustafa
Ya Mustafa
Ya Mustafa Ya Mujtaba irham lana…
Ya Mustafa Ya Mujtaba irham lana
Ya Mustafa Ya Mujtaba irham lana
Aaa..
Ya Mustafa … Ya sayyad
Allah.
Ya Mustafa … Ya sayyad
Ya Mustafa … Ya sayyad
Mutahhrun munawwarun
fil baite wal haram..
Ya … sayyad
Allah.
Ya … sayyad
Allah.
Ya Mustafa Ya sayyad
Ya Mustafa Ya sayyad
Ya Mustafa
Ya Mustafa salle ala
Ya Mustafa salle ala
Ya Mustafa salle ala
Ya rasulallah ya Habiballah
Fir guddiyon ko laal de
Jan pattharon me daal de
Hami hain mustaqbil pe hum
Maazi sa hum ko haal de
Daawa hai teri chaah ka
Is ummate gumraah ka
Tere siwa koi nahi
Ya ramatallil aalamin
Ya Mustafa
Ya Mustafa Swalle ala
Ya Mustafa salle ala
Ya Mustafa salle ala
Ya Mustafa Ya Mujtaba
Irham lana irhum lana
dast e hama bechara ra
daamaan tui daman tui
man asiyam, man ajizam,
man bekasam, haale mara,
ya shafa e roze jaza
pursaan tui pusaan tuyi
aye mushq be zanbar fishan,
aye ke naseem e subh dam,
aye charagar, iesa nafas
ae moonis e beemar e gham,
ae qasid e farkhunda pai
tujh ko usi gul ki qasam
innal teyari hassabah
youman ila ardil haram
balligh salami rouztan
fihan Nabi al Mohtaram
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam
Ho karam
Taajdaar-e-Haram
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam…
Tajdar e Haram ho nigahe karam
Hum ghareeboon k din bhi sanwar jaein gay
Hami e beqasan
hami e beqasañ kya kahay ga jahan
Aap ke dar se khaali agar jayen ge
Hami e beqasa kya kahay ga jahaan
Aap ke dar se khaali agar jayen ge
Aaa..
koi apna nahi gham ke mare hein hum
koi apna nahi gham ke maray hein hum
aap ke dar pe faryaad laye hein hum
aap ke dar pe faryaad laaye hein hum
Ya sayyadina..
aap ke dar pe faryaad laye hein hum
Kamli wale Mohammad
aap ke dar pe faryaad laye hein hum
koi apna nahi gham ke maray hein hum
aap ke dar pe faryaad laye hein hum
ho nigah e karam .. Mohammad
ho nigah e karam warna choukhat pe hum
Aap ka naam le le ke mar jain ge
Ho nigah e karam warna choukhat pe hum
Aap ka naam le le ke mar jayen ge
Aaa..
maikashon aao aao Madina chalein
maikasho aao aao Madina chalein
aao Madine chalein ×
aao Madine chalein
Dukh dardo Alam sab kat te hain
Husnain ke sadqe bat ye hain
aao Madine chalein
aao Madine chalein
aao aao Madine chalein
aao Madine chalein
aao Madine chalein
aao Madine chalein
Madine chalein
Sab milke
Madine madine chalen
Madine, Madine madine chalen
aao aao Madina chalein
aao aao Madina chalein
Chalo Madina chalein
Madine chalen
Madine chalen
Madine chalen
Madine chalen
Aao..
Madine chalen × 7
Isi mahine chalen
Aao Madine chalen
Isi mahine chalen
Aao Madine chalen
Madine
Madine chalen aao
Aao madine chalen
Aaa..
Madine.. aji madine chalein
Re aao
Aao madine chalein.
Jab saal k qareeb, mahine pahuch gaye
Jadde me aashiqon ke, safeene pahuch gaye
Jin ko talab kiya hai..
Jin ko talab kiya hai..
Jise chaaha dar pe bula liya
Jise chaha
Jise chaaha dar pe bula liya
Jise chaaha apna bana liya
Jise chaaha dar pe bula liya
Jise chaaha aapna bana liya
Ye bade karam ke hain faisle
Ye bade naseeb ki baat hai
Jin ko talab kiya hai.. eee..
Aaaa..
Jin ko talab kiya hai..
Madine pahuch gaye
Pyase the ek saal k peene pahuch gaye
Padhte huye durood madine pahuch gaye
Tajallion ki ajab hai faza Madine mein
Tajallion ki ajab hai faza Madine mein
Tajallion ki ajab hai faza Madine mein
Aaa
Tajallion ki ajab hai faza Madine mein
Nigah-e-shouq ki hai intiha Madine mein
gham-e-hayat na khouf-e-qaza Madine mein
namaaz-e-ishq karin e adaa Madine mein
idhar udhar na bhatak’te phiro khuda ke liye
barah-e-rast hai raah-e-khuda madine mein
Madine chalein
aao madine chalein
aao madine chalein
maikasho aao aao madina chalein
dast-e-saqi-e-kauser se pene chalein
Yaad rakho agar uth gayi ik nazar,
Wo nazar
Yaad rakho agar uth gayi ik nazar, ×
jitne khali hein sab jaam bhar jaein ge
khouf-e-toofan hai bijlion ka hai dar,
sakht mushkil hai Aaqa kidhar jain hum
Aap hi gar na lain ge hamari khabar,
Mohammad
Aap hi gar na lain ge hamari khabar
hum musibat ke maray kidhar jaein ge
Aaa..
Aap k dar se koi na khali gaya ×2
Aaa
Aap k dar se koi na khali gaya ×5
Ya rasulallah ya Habiballah
Aap k dar se koi na khali gaya
Aapne daaman ko bhar ke sawali gaya
Ho habibe hazin par bhi aaqa nazar
Warna auraqe hasti bikhar jayenge
Aaa. Aaqa nazar
Aap k dar se koi na khali gaya
Banda parwar nigahe karam kijiye
Ab na kuchh imtahane wafa lijiye
Mujhko iqrar hai main gunah gaar hoon.
Mujhko Kamli me apni chhupa lijiye
Ho habibe hazin par bhi aaqa nazar
Warna auraqe hasti bikhar jayenge
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam.
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam
- Comment में राय दीजिए
- Share कीजिए
Hindi And English lyrics
| Qawwali |
| Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ |Nazir Ejaz Faridi | Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hasan |
| Naat-E-Paak|
| Khalid Mahmud ‘Khalid’ | Ajmal Sultanpuri Naat | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan