Roushan Hai Ghulamon ka Chehra Lyrics | सरकार की आमद आमद है

Roushan Hai Ghulamon ka Chehra Lyrics 

रौशन है ग़ुलामों का चेहरा

 

रौशन है ग़ुलामों का चेहरा

सरकार की आमद आमद है

लब पर है दुरूदों का नग़मा

सरकार की आमद आमद है

 

Roushan Hai Ghulamoñ ka Chehra

Sarkar Ki Aamad Aamad Hai

Lab Par Hai Duroodoñ Ka Naghma

Sarkar Ki Aamad Aamad Hai

 

 

एक मशरिक़ में एक मग़रिब में

एक ख़ाना-ए-काबा की छत पर

जिब्रील लगाते हैं झंडा

सरकार की आमद आमद है

 

Ek Mashriq Me Ek Magharib Me

Ek Khana-e-Kaaba Ki Chhat Par

Jibreel Lagate Haiñ Jhanda

Sarkar Ki Aamad Aamad Hai

 

 

दर-गोर ना होने पाएगी

अब ज़िन्दा किसी की बेटी भी

कानून है आक़ा का ऐसा

सरकार की आमद आमद है

 

Dar-Gor Na Hone Paayegi

Ab Zinda Kisi Ki Beti Bhi

Qanoon Hai Aaqa Ka Aisa

Sarkar Ki Aamad Aamad Hai

 

 

बे-वाओं के मज़लूमों के

मजबूरों के दिल भी शादा हैं

चौड़ा है यतीमों का सीना

सरकार की आमद आमद है

 

Bewaoñ Ke Mazloomoñ Ke

Majbooroñ Ke Dil Bhi Shada Haiñ

Chauda Haiñ Yateemoñ Ka Seena

Sarkar Ki Aamad Aamad Hai

 

 

वो हम पे करम फ़रमाएंगे

जब मेरी लहद में आएंगे

कह दूंगा नकीरों ठहरो ज़रा

सरकार की आमद आमद है

 

Wo Ham Pe Karam Farmaeiñge

Jab Meri Lahad Me Aayeñge

Kah Duñga Nakeeroñ Thahro Zara

Sarkar Ki Aamad Aamad Hai

 

Naat Khwan: Ziya Yazdani Bahraichi

Our Pages


Naat-E-Paak         

More Rabiul Awwal Mutalliq Kalam 

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Shayar

Naat Khwan:

         Qawwali         

 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *