Raees e Ashraf Ko Jo Dekhe Lyrics
रईस-ए-अशरफ़ को जो देखे
Meerañ…. Meerañ….
Meerañ…. Meerañ …
Raees e Ashraf
Raees e Ashraf
Dar-e-Meerañ Pe Palte Haiñ
Ghuzara Ho To Aisa Ho
Bulandi Par Muqaddar Ka
Sitara Ho To Aisa Ho
Raees-e-Ashraf Ko Jo Dekhe
Zabaño Se Yehi Bole
Hameñ Hai Naaz Ke Murshid
Hamara Ho To Aisa Ho
Dar-e-Meerañ Pe Palte Haiñ
Ghuzara Ho To Aisa Ho
Bulandi Par Muqaddar Ka
Sitara Ho To Aisa Ho
Diyare Shahe Meerañ Ka
Nigahoñ Me Rahe Jalwa
Hamare Samne Har dam
Nazara Ho To Aisa Ho
Dar-e-Meerañ Pe Palte Haiñ
Ghuzara Ho To Aisa Ho
Bulandi Par Muqaddar Ka
Sitara Ho To Aisa Ho
Har Aane Wali Tal Jayeñ
Balaeiñ Aafateñ Saari
Ghulamoñ Ki Taraf Meerañ
Ishara Ho To Aisa Ho
Dar-e-Meerañ Pe Palte Haiñ
Ghuzara Ho To Aisa Ho
Bulandi Par Muqaddar Ka
Sitara Ho To Aisa Ho
Nahiñ Hai Fikr Duniya Ki
Nahiñ Hai Khauf Uqba Ka
Hameñ Sarkar-e-Meerañ Ka
Sahara Ho To Aisa Ho
Dar-e-Meerañ Pe Palte Haiñ
Ghuzara Ho To Aisa Ho
Bulandi Par Muqaddar Ka
Sitara Ho To Aisa Ho
Meri Naakamiyoñ Ko
Kaamyabi Me Badal Dala
Nizami Par Tumhara Faiz
Sara Ho To Aisa Ho
Dar-e-Meerañ Pe Palte Haiñ
Ghuzara Ho To Aisa Ho
Bulandi Par Muqaddar Ka
Sitara Ho To Aisa Ho
Naat Khwan: Ghulam Mustafa Qadri
Raees e Ashraf Ko Jo Dekhe Lyrics Hindi
मीरां…. मीरां….
मीरां…. मीरां….
रईस-ए-अशरफ़
रईस-ए-अशरफ़
दर-ए-मीरां पे पलते हैं गुज़ारा हो तो ऐसा हो
बुलंदी पर मुक़द्दर का सितारा हो तो ऐसा हो
रईस-ए-अशरफ़ को जो देखे ज़बानों से यही बोले
हमें है नाज़ के मुर्शिद हमारा हो तो ऐसा हो
दर-ए-मीरां पे पलते हैं गुज़ारा हो तो ऐसा हो
बुलंदी पर मुक़द्दर का सितारा हो तो ऐसा हो
दयार-ए-मीरां पे पलते हैं गुज़ारा हो तो ऐसा हो
बुलंदी पर मुक़द्दर का सितारा हो तो ऐसा हो
दर-ए-मीरां पे पलते हैं गुज़ारा हो तो ऐसा हो
बुलंदी पर मुक़द्दर का सितारा हो तो ऐसा हो
हर आने वाली टल जाएं बलाएं आफ़तें सारी
ग़ुलामों की त़रफ़ मीरां इशारा हो तो ऐसा हो
दर-ए-मीरां पे पलते हैं गुज़ारा हो तो ऐसा हो
बुलंदी पर मुक़द्दर का सितारा हो तो ऐसा हो
नहीं है फ़िक्र दुनिया की नहीं है उक़बा का
हमें सरकार-ए-मीरां का सहारा हो तो ऐसा हो
दर-ए-मीरां पे पलते हैं गुज़ारा हो तो ऐसा हो
बुलंदी पर मुक़द्दर का सितारा हो तो ऐसा हो
मेरी नाकामियों को कामयाबी में बदल डाला
निज़ामी पर तुम्हारा फ़ैज़ सारा हो तो ऐसा
दर-ए-मीरां पे पलते हैं गुज़ारा हो तो ऐसा हो
बुलंदी पर मुक़द्दर का सितारा हो तो ऐसा हो
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar