Hashr Ke Din Koi Aasra Chahiye Naat Lyrics
ह़श्र के दिन कोई आसरा चाहिए
Shayar: Raaz Ilahabadi | | Naat-E-Paak
Naat Khwan: Faizan Ahmad, Hafiz Jahid Hussain,
ह़श्र के दिन कोई आसरा चाहिए
गोश-ए-दामने मुस्तफ़ा चाहिए
Hashr Ke Din Koi Aasra Chahiye
Gosh-E-Daamne Mustafa Chahiye
मेरे टूटे हुए दिल को क्या चाहिए
जलवा गाहे ह़बीबे खुदा चाहिए
Mere Tootey Hue Dil Ko Kya Chahiye
Jalwa Gaahe Habeebey Khuda Chahiye
एक त़रफ़ खुल्द है एक त़रफ़ उनका दर
सोचता हूं किधर देखना चाहिए
Ek Taraf Khuld Hai Ek Taraf Unka Dar
Sochta Hun Kidhar Dekhna Chahiye
मैंने यह कह के खुल्दे बरीं छोड़ दी
सिर्फ़ मुझको दरे मुस्तफ़ा चाहिए
Maine Yeh Kah Ke Khuld-e-Bari(N) Chhod Di
Sirf Mujhko Dar-E-Mustafa Chahiye
यूं ना समझोगे तफ़सीरे क़ुरआन को
पहले इ़श्क़े ह़बीबे खुदा चाहिए
Yun Na Samjhoge Tafseer-E-Kuraan Ko
Pahle Ishqe Habeebey Khuda Chahiye
बख़्श कर मुझकों कौनैन की दौलतें
पूछते हैं तुझे और क्या चाहिए
Bakhsh Kar Mujhko Kounain Ki Doulatein
Poochhte Hein Tujhe Aur Kya Chahiye
ख़ाके त़ैबा उड़ाके भी लाई न तू
तुझको ऐसा न बादे सबा चाहिए
Khaake Taiba Udaake Bhi Laai Na Tu
Tujhko Aisa Na Baade Saba Chahiye
राज़ तुमको खुदा बख़्श देगा मगर
हाथ में दामने मुस्तफ़ा चाहिए
RAAZ Tumko Khuda Bakhsh Dega Magar
Haath Me Daamne Mustafa Chahiye
Hindi And English Naat Lyrics
Hindi And English Naat Lyrics
| Naat-E-Paak | Ajmal Sultanpuri | | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan | Khalid Mahmud Khalid |
| Qawwali | Sabri Brothers || Rahat Fateh Ali Khan |
| Sufi Song | Khailash Kher |