Mola Imam Raza New Manqabat Lyrics
Shayar: Touqeer Taqi
या इमामे रज़ा ….
या इमामे रज़ा ….
Ya Imam-e-Raza
Ya Imam-e-Raza
पेश यूं खुद को किया मौला रज़ा के सामने
जिस त़रह बन्दा कोई आये ख़ुदा के सामने
Pesh Yun Khud Ko Kiya Mola Raza Ke Samne
Jis Tarha Banda Koi Aaye Khuda Ke Samne
मेरे मौला ने मुझे भी बहरे मिदहत चुन लिया
रुह का बीमार था सहने शिफ़ा के सामने
पेश यूं खुद को किया मौला रज़ा के सामने
Mere Mola Ne Mujhe Bhi Bahray Midhat Chun Liya
Rooh Ka Bimar Tha Sahne Shifa Ke Samne
Pesh Yun Khud Ko Kiya Mola Raza Ke Samne
जिस्म जां सौ सौ तरहां, तड़पे के हम भी साथ हैं
चश्म-ओ-दिल को रख दिया मैंने लाके सामने
पेश यूं खुद को किया मौला रज़ा के सामने
Jism Jan Sou Sou Tarha, Tadpe Ke Ham Bhi Sath Hain
Chashm-o-Dil Ko Rakh Diya Maine Lake Samne
Pesh Yun Khud Ko Kiya Mola Raza Ke Samne
फ़र्क क्या बहलोल-ओ-देबल में न हम से पूछिए
एक पारस है कहीं एक कीमिया के सामने
पेश यूं खुद को किया मौला रज़ा के सामने
Fark Kya Bahlol-o-Debal Me Na Ham Se Poochiye
Ek Paaras Hai Kahin Ek Kimiya Ke Samne
Pesh Yun Khud Ko Kiya Mola Raza Ke Samne
है ग़रीबे तू उसका राहबार भी बुराक़ सा
आलमी भी कुछ नहीं एक नक़्शे पा के सामने
पेश यूं खुद को किया मौला रज़ा के सामने
Hai Gharib-e-Tu Usaka Rahbar Bhi Buraq Sa
Aalmi Bhi Kuchh Nahi Ek Naqshe Pa Ke Samne
Pesh Yun Khud Ko Kiya Mola Raza Ke Samne
देख पाते क्या सितारे जल्वा-ए-शमसो शमूस
शाहे मशहद यूं ना आये अम्बिया के सामने
पेश यूं खुद को किया मौला रज़ा के सामने
Dekh Paate Kya Sitare Jalwa-e-Shamso Shamoos
Shahe Mash’had Yun Na Aaye Ambiya Ke Samne
Pesh Yun Khud Ko Kiya Mola Raza Ke Samne
उनकी शहज़ादी की अज़मत हू ब हू ज़ैनब की है
आईना रख्खा हुआ है इन्नमा के सामने
पेश यूं खुद को किया मौला रज़ा के सामने
Unki Shahzadi Ki Azmat Hu ba Hu Zainab Ki Hai
Aaina Rakhkha Hua Hai Innama Ke Samne
Pesh Yun Khud Ko Kiya Mola Raza Ke Samne
हिर्ज़े जां मौला रज़ा के नाम का सिक्का रहा
मुतमईन तौक़ीर यूं भी हूं कज़ा के सामने
पेश यूं खुद को किया मौला रज़ा के सामने
Hirze Ja(n) Mola Raza Naam Ka Sikka Raha
Mutmain Touqeer Yun Bhi Hun Kaza Ke Samne
Pesh Yun Khud Ko Kiya Mola Raza Ke Samne
Hindi And English lyrics
| Naat-E-Paak|
| Khalid Mahmud ‘Khalid’ | Ajmal Sultanpuri Naat | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan
| Qawwali |
| Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ |Nazir Ejaz Faridi | Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hasan |